Lirik Meri Kahkashan Bhi Tu
Meri Kahkashan Bhi Tu - Salma Agha
Written by:Rahmat Khan/Zafar Iqbal
Meri kahkashan bhi tu hai
Mera aasmaan bhi tu hai
Meri rahguzar bhi tu hai
Mera kaarwaan bhi tu hai
Meri kahkashan bhi tu hai
Mera aasmaan bhi tu hai
Main khushi se jee raha hoon
Tere pyaar ke kafas mein
Main khushi se jee raha hoon
Tere pyaar ke kafas mein
Tere pyaar ke kafas mein
Mere gulistaan bhi tu hai
Mera aashiyaan bhi tu hai
Meri rahguzar bhi tu hai
Mera kaarwaan bhi tu hai
Nahin koi khwaabe tufaan
Nahin aandhio ka darr hai
Nahin koi khwaabe tufaan
Nahin aandhio ka darr hai
Nahin aandhio ka darr hai
Mera nakhuda bhi tu hai
Mera aabaad muaa bhi tu hai
Meri rahguzar bhi tu hai
Mera kaarwaan bhi tu hai
Main kisi ko kyaa bataau
Nahin fark tujh mein mujh mein
Main kisi ko kyaa bataau
Nahin fark tujh mein mujh mein
Nahin fark tujh mein mujh mein
Main tumhaari daastan hun
Meri daastaan bhi tu hai
Meri rahguzar bhi tu hai
Mera kaarwaan bhi tu hai
Meri kahkashan bhi tu hai
Mera aasmaan bhi tu hai
Meri kahkashan bhi tu hai
Mera aasmaan bhi tu hai