Lirik Shahar Shahar Galliyan Galliyan
作词 : Ardaas Shantanu Thosar
作曲 : Raahi Ardaas
Dil ki khwahishein
Tooti wahan
Jahan par tha chhoota
Hath tera
Rah gaya main bas
Utna hi mera
Chhod gaya tha
Tu jitna mera
Tere mere darmiyan dooriyan
Fir se badh gayi hain
Khoobiyon se jyada
Khamiya hamari
Nikhar si gayi hain
Ke Shahar Shahar
Galliyan Galliyan
Maine dhoonda tujhe
Ke shahar Shahar
Galiyan galiyaan
Maine dhoonda tujhe
Ke shahar Shahar
Galiyan galiyaan
Maine dhoonda tujhe
···Music···
Har yaad mein tu
Fariyaad mein tu
Tu hi zehan mein
Rahta hai
Ehsaas mein tu
Har saans mein tu
Waqt sa banke
Guzartaa hai
Mere zindgi ke har pal mein
Sirf tu hi shaamil hai
Tere bina adhoora sa mai
Jo tu mile to jism kaamil hai
Hum hain juda
Par banaa ke khuda
Maine hardum pooja tujhe
Ke shahar Shahar
Galiyan galiyaan
Maine dhoonda tujhe
Ke shahar Shahar
Galiyan galiyaan
Maine dhoonda tujhe