Dengarkan lagu Aaj Se Meri nyanyian Arijit Singh dengan lirik

Aaj Se Meri

Arijit Singh23 Nov 2018

Lirik Aaj Se Meri

Aaj Se Meri (《印度合伙人》电影插曲) - Arijit Singh

Lyrics by:Kausar Munir

Composed by:Amit Trivedi

Aaj se teri saari galiyaan meri ho gayi

Aaj se mera ghar tera ho gaya

Aaj se teri saari galiyaan meri ho gayi

Aaj se mera ghar tera ho gaya

Aaj se meri saari khushiyaan teri ho gayi

Aaj se tera ghum mera ho gaya

Ho tere kandhe ka jo til hai

Ho tera seene mein jo dil hai

Ho teri bijli ka jo bill hai

Aaj se mera ho gaya

Ho mere khwaabon ka ambar

Ho meri khushiyon ka samandar

Ho mere pin code ka number

Aaj se tera ho gaya

Tere maathe aaaaatere maathe ke kumkum ko

Main tilak lagaa ke ghoomoonga

Teri baali ki chhunchhun ko

Main dil se lagaa ke jhoomoonga

Meri chhoti si bhoolon ko

Tu nadiya mein baha dena

Tere jude ke phoolon ko

Main apne shirt mein pehnoonga

Bas mere liye tu maalpue kabhi kabhi bana dena

Aaj se meri saari ratiyaan teri ho gayin

Aaj se tera din mera ho gaya

Ho tere kandhe ka jo til hai

Ho tera seene mein jo dil hai

Ho teri bijli ka jo bill hai

Aaj se mera ho gaya

Ho mere khwaabon ka ambar

Ho meri khushiyon ka samandar

Ho mere pin code ka number

Aaj se tera ho gaya

Tu maange sardi mein amiya

Jo maange garmi mein mungphaliyaan

Tu baarish mein agar keh de

Ja mere liye tu dhoop khila

Toh main sooraj

Toh main sooraj ko jhatak doonga

Toh main saawan ko gatak loonga

Toh saare taaron sang chanda

Main teri goad mein rakh doonga

Bas mere liye tu khil ke kabhi muskuraa dena

Aaj se meri saari sadiyaan teri ho gayin

Aaj se tera pal mera ho gaya

Ho tere kandhe ka jo til hai

Ho tere seene mein jo dil hai

Ho teri bijli ka jo bill hai

Aaj se mera ho gaya

Ho mere khwaabon ka ambar

Ho meri khushiyon ka samandar

Ho mere pin code ka number

 

Aaj se tera ho gaya

Komen untuk Aaj Se Meri (1)

   敬聰王子
  敬聰王子

👍👍👍👍👍