Lirik Bin Tere Sanam (Recreated Version)
Rab jaane kabse hain
Dil tujhse aas na
Lagta hai tu mere
Khwabo ka aayinaa
Na dil pe koi jor hai
Na khud pe hi ikhtiyaa hai
Hmse bhi jyada dhadkano ko
Tujhpe kyun aitbaar hain
Bin tere sanam
Mar mitenge hum
Aa meri zindagi
Bin tere sanam
Mar mitenge hum
Aa meri zindagi
Ho aana hi pada sajna
Zaalim hai dil ki lagi
Oo aana hi pada sajna
Zaalim hai dil ki lagi
Bin tere oho
Bin tere
Har pal ye saansein
Bas tera naam lae
Phir se jee loon main
Aa mujhko thaam lae
In khwahishon ko kya huaa
Kyun is kadar bekaraar hai
Ab ek pal bhi baa khuda ye
Dooriyan na gwar hai
Na dil pe koi jor hai
Na khud pe hi ikhtiyaa hai
Khudse bhi jyada dhadkano ko
Tujhpe kyun aitbaar hain
Bin tere sanam
Mar mitenge hum
Aa meri zindagi
Bin tere sanam
Mar mitenge hum
Aa meri zindagi
Ho aana hi pada sajna
Zaalim hai dil ki lagi
Oo aana hi pada sajna
Zaalim hai dil ki lagi
Tere peheloon main gujre jo jindegi
Pal main met jaiye sadiokim tisnegi
Tu hi chahaton mein raahaton mein
Aadaton mein shumaar hai
Teri quarbaton ke ek pal pe
Zism jaan ae nisaar hain
Na dil pe koi jor hai
Na khud pe hi ikhtiyaa hai
Khudse bhi jyada dhadkano ko
Tujhpe kyun aitbaar hain
Bin tere sanam
Mar mitenge hum
Aa meri zindagi
Bin tere sanam
Mar mitenge hum
Aa meri zindagi
Ho aana hi pada sajna
Zaalim hai dil ki lagi
Oo aana hi pada sajna
Zaalim hai dil ki lagi