Teri Bagon Ki Bulbul (From "Aisa Pyar Kahan") Lyrics
Teri Bagon Ki Bulbul - Kavita Krishnamurthy
Written by:Laxmikant Pyarelal/Anand Bakshi
Tere bagon ki bulbul
Main baabul
Bagiya ye chhod chali
Ho bagiya ye chhod chali
Tere bagon ki bulbul
Main baabul
Bagiya ye chhod chali
Ho bagiya ye chhod chali
Teri mahelo do mahelo
Se baabul
Rishta main tod chali
Ho rishta main tod chali
Tere bagon ki bulbul
Main baabul
Bagiya ye chhod chali
Kisne aisi reet nabayi
Kisne aisi reet nabayi
Aankho mein ansoo aaye
Kon janam ke pale hum ko
Kon hame le jaaye
Teri raani main ladli teri
Tujhse munh mod chali
Ho bagiya ye chhod chali
Tere bagon ki bulbul
Main baabul
Bagiya ye chhod chali
Bachapan se jo dekh rahi thi
Bachapan se jo dekh rahi thi
Main wo tha ek sapna
Likh ne wale ne likha tha
Saath yahi tak apna
Kar maaf kaha suna mera
Haath main jod chali
Ho bagiya ye chhod chali
Tere bagon ki bulbul
Main baabul
Bagiya ye chhod chali
Tere ghar mehman thi main to
Tere ghar mehman thi main to
Aaj ye maine jana
Teri galiyo mein na jane re
Phir kab hoga aana
Badi lambi judai ki chunari
Sar pe main odh chali
Tere bagon ki bulbul
Main baabul
Bagiya ye chhod chali
Teri mahelo do mahelo
Se baabul
Rishta main tod chali
Ho bagiya ye chhod chali
Tere bagon ki bulbul
Main baabul
Bagiya ye chhod chali
Related Songs
Sone Ki Tagdi (From "Tohfa Mohabbat Ka")
Kirti Kumar- Dilraj Kaur
Dulhe Raja (From "Ghar Ghar Ki Kahani")
Alka Yagnik- Mohammed Aziz
Meethi Meethi Batan (From "Aap Ki Khatir")
Sunidhi ChauhanGori Kab Se Huyee Jawan (From "Phool Bane Angaray")
Lata MangeshkarMehndi Rachao (From "Tujhko Pukare")
Shreya GhoshalKya Jodi Hai (From "Aisa Pyar Kahan")
Mohammed Aziz