Listen to Kya Jodi Hai (From "Aisa Pyar Kahan") song with lyrics from Mohammed Aziz

Kya Jodi Hai (From "Aisa Pyar Kahan")

Mohammed Aziz, Kavita Krishnamurthy, Shailendra Singh30 Jun 2016

Kya Jodi Hai (From "Aisa Pyar Kahan") Lyrics

Kya Jodi Hai - Mohammed Aziz/Kavita Krishnamurthy/Shailendra Singh

Written by:Laxmikant/Pyarelal/Anand Bakshi

Oye kya kahna oye kya kahna

Kya kahna kya kahna kya jodi hai

Oye kya kahna kya kahna kya kahna kya jodi hai

Chanda jaisa bhaiya mera chandni si bhabhi

Jitni bhi tarif karo ji karo ji bas thodi hai

Oye kya kahna oye kya kahna

Kya kahna kya kahna kya jodi hai

Oye kya kahna kya kahna kya kahna kya jodi hai

Ik sapno ka sehzada ik pariyo ki sehzadi

Ik sapno ka sehzada ik pariyo ki sehzadi

Lo ban gaye dulha dulhan dono ki ho gayi shadi

Ho ye jodi banane wale ne koi kasar nahi chodi hai

Oye kya kahna oye kya kahna

Kya kahna kya kahna kya jodi hai

Oye kya kahna kya kahna kya kahna kya jodi hai

Ho yaar mubarak tumko ye madhur milan ki ghadiya

Ho yaar mubarak tumko ye madhur milan ki ghadiya

Bhabhi ne tumhe lagayi ye pyar bhari hathkadiya ho

Tum sath janam ke bandhi ho ye kaid to lambi chaudi hai

Oye kya kahna oye kya kahna

Kya kahna kya kahna kya jodi hai

Oye kya kahna kya kahna kya kahna kya jodi hai

O tu behan hai meri choti tu yaar hai mera pyara

Tu behan hai meri choti tu yaar hai mera pyara

Tum dono ne mil jul ke khela hai khel ye sara

Ho tum baat hamari chhodo tum dono ki kya jodi hai