Bepannah (Duet Version) Lyrics
Bepannah (Duet Version) - Rahul Jain/Roshni Saha
Lyrics by:Rahul Jain
Composed by:Rahul Jain
Abhi abhi bhoole bhi na the tumhe
Khayal banke phir tum aa gaye
Ehsaas jo thhe dil mein kai ankahe
Lafzon pe woh phir yun aa gaye
Saanson ki sarzamin par barsaat la gaye
Ek jhapki mein tere sau khaab aa gaye
Bepannah bepanah pyar hai tumse
Bepannah bepanah pyar hai tumse
Toot ke bikhra pada hoon
Saans lena bhi hai sazaa
Jeene mein ab kya rakha hai
Mar raha sau dafaa
Kaisi ye saazishein
Roothi hai ranjishein
Leti hai karwatein zindagi
Ab kis mod pe aakar ruka hoon main
Na koi raah hai na pataa
Saanson ke sarzamin par barsaat la gaye
Ek jhapki mein tere sau khaab aa gaye
Bepannah bepanah pyaar hai tumse
Bepannah bepanah pyaar hai tumse
Manti hoon khuda tujhiko
Tu hi toh rehabar mera
Ab se haali pan main vi tu
Pass mere khara
Tu hain nahi yaha
Yeh na yakin huya
Kaise karu ae khud se baya
Bichri hoon har jagah
Mere din ki tarah
Na mere dard ki hain dava
Saasho ki sar jaami par
Barsat laa gaye
Ek japki main tere shoo
Kwab aa gaye
Bepannah bepanah pyaar hai tumse
Bepannah bepanah pyaar hai tumse