Lirik Duniya Di Tha Tha Tha
Duniya Di Tha Tha Tha - Arun Bakshi
Tha tha tha Duniya di tha tha tha
Tha tha tha Duniya di tha tha tha
Main chala o main chala
Main chala o main chala
Mera nahin koi thaur thikana
Main galiyon ka banjaaraa
Mera nahin koi thaur thikana
Main galiyon ka banjaaraa
Main chala ho main chala
Main chala ho main chala
Mere kadmon mein sara zamana
Main phirta hoon awara
Mere kadmon mein sara zamana
Main phirta hoon awara
Tha tha tha Duniya di tha tha tha
Tha tha tha Duniya di tha tha tha
Chal ke kabhi na ruken mere kadam Yahan
Laaunga ek roz main dharti pe aasman
Chal ke kabhi na ruken mere kadam Yahan
Laaunga ek roz main dharti pe aasman
Main ummidon ka raag raag
Mere sath musafir bhaag bhaag
Main ummidon ka raag raag
Mere sath musafir bhaag bhaag
Oye Naujavaanon duniya di tha tha tha
Chalo deewanon duniya di tha tha tha
Mujhko hai badhte jana
Kabhi bhi na main hara
Mera nahin koi thaur thikana
Main galiyon ka banjaaraa
Tha tha tha Duniya di tha tha tha
Tha tha tha Duniya di tha tha tha
Mujhse kabhi na poochhanaa
Ghar hai mera kahan
Saare jahan ka hoon main sara jahan mera
Mujhse kabhi na poochhanaa
Ghar hai mera kahan
Saare jahan ka hoon main sara jahan mera
Main hoon paani ka rang rang
Duniya hai mere sang sang
Main hoon paani ka rang rang
Duniya hai mere sang sang
Hoye dil kahe jo duniya di tha tha tha
Main karoon woh duniya di tha tha tha
Main khushiyon ka udataa baadal
Main pyaar ka angaaraa
Mera nahin koi thaur thikana
Main galiyon ka banjaaraa
Main chala o main chala
Main chala o main chala
Mera nahin koi thaur thikana
Main galiyon ka banjaaraa
Mere kadmon mein sara zamana
Main phirta hoon awara
Tha tha tha Duniya di tha tha tha
Tha tha tha Duniya di tha tha tha
Duniya di tha tha tha
Tha tha tha Duniya di tha tha tha