Dengarkan Main Hoon Deewana Tera lagu dari Arijit Singh dengan lirik

Main Hoon Deewana Tera

Arijit Singh13 Apr 2019

Lirik Main Hoon Deewana Tera

Deewana deewana deewana deewana

Deewana deewana deewana hai

Deewana deewana deewana deewana

Deewana deewana deewana hai

Naa jaanu main kaisi ye bekarari hai

Shayad dil ke jaane ki ab taiyari hai

Naa jaanu main kaisi ye bekarari hai

Shayad dil ke jaane ki ab taiyari hai

Tu dil ka thikana hoon tera deewana

Deewana tera tujhe hi bulaaye

Ye marzi teri tu aaye na aaye

Deewana tera tujhe hi bulaaye

Ye marzi teri tu aaye na aaye

Deewana deewana deewana deewana

Deewana deewana deewana hai

Pooche nigaahein meri

Hai kahaan raahein teri

Jaane kyun naa jaane tu

Tanha hai baahein meri

Pooche nigaahein meri

Hai kahaan raahein teri

Jaane kyun naa jaane tu

Tanha hai baahein meri

Raat bhi guzaari hai

Jo utre na teri hi toh khumaari hai

Mushqil hai bhulaana hoon tera deewana

Deewana tera tujhe hi bulaaye

Ye marzi teri tu aaye na aaye

Deewana tera tujhe hi bulaaye

Ye marzi teri tu aaye na aaye

Dil mein jo armaan jaage

Teri hi peeche bhaage

Rukna hai tujhpe ab toh

Jaane nahin hai aage

Dil mein jo armaan jaage

Teri hi peeche bhaage

Rukna hai tujhpe ab toh

Jaane nahin hai aage

Soorat ye yun aankhon mein utaari hai

Maine toh bhulaai duniya saari hai

Hai tujhko bataana hoon tera deewana

Deewana tera tujhe hi bulaaye

Ye marzi teri tu aaye na aaye

Deewana tera tujhe hi bulaaye

 

Ye marzi teri tu aaye na aaye