เนื้อเพลง Bahon Ke Darmiyan (The Unwind Mix)
Bahon Ke Darmiyan (The Unwind Mix) - Raman Mahadevan/Anwesshaa
Composed by:Jatin Lalit
Baahon ke darmiyaan
Do pyaar mil rahe hain
Baahon ke darmiyaan
Do pyaar mil rahe hain
Jaane kya bole mann
Dole sun ke badan
Dhadkan bani zubaan
Baahon ke darmiyaan
Do pyaar mil rahe hain
Baahon ke darmiyaan
Do pyaar mil rahe hain
Jaane kya bole mann
Dole sun ke badan
Dhadkan bani zubaan
Baahon ke darmiyaan
Khulte bandh hote
Labon ki ye ankahi
Haan Khulte bandh hote
Labon ki ye ankahi
Mujhse keh rahi hai ki
Badhne de bekhudi
Mil yoon ki daud jaayein
Nas nas mein bijliyaan
Baahon ke darmiyaan
Do pyaar mil rahe hain
Jaane kya bole mann
Dole sun ke badan
Dhadkan bani zubaan
Aasmaan ko bhi ye
Haseen raaz hai pasand
Aasmaan ko bhi ye
Haseen raaz hai pasand
Uljhi uljhi saanson ki
Aawaaz hai pasand
Moti luta rahi hai
Saawan ki badliyaan
Baahon ke darmiyaan
Do pyaar mil rahe hain
Baahon ke darmiyaan
Do pyaar mil rahe hain
Jaane kya bole mann
Dole sun ke badan
Dhadkan bani zubaan
เกี่ยวกับเพลงนี้ :
Bahon Ke Darmiyan (The Unwind Mix) ได้ถูกปล่อยออกมาเมื่อ 14 เม.ย. 2026. ดาวน์โหลด JOOX Application เพื่อฟังเพลง Bahon Ke Darmiyan (The Unwind Mix), รับชมมิวสิควิดีโอ, ฟังเพลงออนไลน์ และอ่านเนื้อเพลงออนไลน์ได้ทันที Bahon Ke Darmiyan (The Unwind Mix) จาก Raman Mahadevan,และ Anwesshaa ฟังเพลง Bahon Ke Darmiyan (The Unwind Mix) และสนุกสนานไปกับเสียงเพลงได้ทุกที่ทุกเวลา
Tags ที่เกี่ยวข้อง :
Bahon Ke Darmiyan (The Unwind Mix) (โดย Raman Mahadevan), Bahon Ke Darmiyan (The Unwind Mix), Bahon Ke Darmiyan (The Unwind Mix) มิวสิควีดีโอ, Bahon Ke Darmiyan (The Unwind Mix) เนื้อเพลง, Raman Mahadevan เพลง