เนื้อเพลง Kya Hua Ek Baat Par (From "Teri Kasam")
Kya Hua Ek Baat Par (《Teri Kasam》电影插曲) - Amit Kumar
Kyaa huaa ik baat par barson ka yaaraanaa gayaa
Is bahane doston ka pyaar pahchaanaa gayaa
Kyaa huaa kyaa huaa
Kyaa huaa ik baat par barson ka yaaraanaa gayaa
Kyaa sunaayen ham kisi ko pyaar ki ye daastaan
Kyaa sunaayen ham kisi ko pyaar ki ye daastaan
Pyaar ki ye daastaan
Jaan jaane ko hai baaqi dil to deewaanaa gayaa
Kyaa huaa ik baat par barson ka yaaraanaa gayaa
Unkaa unke gham kaa ai dil ab karen afsos kyaa
Unkaa unke gham kaa ai dil ab karen afsos kyaa
Ab karen afsos kyaa
Jis ko aanaa thaa vo aaya jis ko thaa jaanaa gayaa
Kyaa huaa ik baat par barson ka yaaraanaa gayaa
Unse milne ki ijaazat ek bas hamko nahin
Unse milne ki ijaazat ek bas hamko nahin
Ek bas hamko nahin
Unse milne unke ghar har apnaa begaanaa gayaa
Kyaa huaa ik baat par barson ka yaaraanaa gayaa
Is bahane doston ka pyaar pahchaanaa gayaa
Kyaa huaa kyaa huaa
Kyaa huaa ik baat par barson ka yaaraanaa gayaa
เกี่ยวกับเพลงนี้ :
Kya Hua Ek Baat Par (From "Teri Kasam") จาก Amit Kumar ปล่อยเมื่อวันที่ 12 ก.พ. 2016. ฟังเพลง Kya Hua Ek Baat Par (From "Teri Kasam") พร้อมทั้งเนื้อเพลงโดย Amit Kumar, และ R. D. Burman. ดาวน์โหลด JOOX Application เพื่อฟังเพลง Kya Hua Ek Baat Par (From "Teri Kasam") และ ดูมิวสิควีดีโอเพลง Kya Hua Ek Baat Par (From "Teri Kasam") แบบ online ได้ทันที!
Tags ที่เกี่ยวข้อง :
Kya Hua Ek Baat Par (From "Teri Kasam") (โดย Amit Kumar), Kya Hua Ek Baat Par (From "Teri Kasam"), Kya Hua Ek Baat Par (From "Teri Kasam") มิวสิควีดีโอ, Kya Hua Ek Baat Par (From "Teri Kasam") เนื้อเพลง, Amit Kumar เพลง