เนื้อเพลง Rab Ka Shukrana
Rab Ka Shukrana (《Jannat 2》电影插曲) - Mohit Chauhan Pritam
Tu hai ab jo baahon mein qarar hai
Rab ka shukrana
Saanson mein hai nasha khumar hai
Rab ka shukrana
Tu hi ab mera deen hai imaan hai
Rab ka shukrana
Mera kalma hai tu azaan hai
Rab ka shukrana
(Rab ka shukrana)
Tu mila toh sab mila
Ab kisi se kya gila
Tujhme simtu aa main bikhru
Teri baahon mein
Tu mila toh sab mila
Ab kisi se kya gila
Tujhme simtu aa main bikhru
Teri baahon mein fanaa ho jaaun main
Tu hi ab duniya meri jahaan hai
Rab ka shukrana
Khwabon ki khayalon ki udaan hai
Rab ka shukrana
Tu hi ab mera deen hai imaan hai
Rab ka shukrana
Mera kalma hai tu azaan hai
Rab ka shukrana
Sab se ho jaaun pare jo ishaara tu kare
Ab toh rehna hai tujhi mein
Gumshuda hoon main
Sab se ho jaaun pare jo ishaara tu kare
Ab toh rehna hai tujhi mein
Gumshuda hoon main
Ho teri baahon mein
Jazbon ka toh naya bayaan hai
Rab ka shukrana
Naya rutba nayi shaan hai
Rab ka shukrana
Tu hi ab mera deen hai imaan hai
Rab ka shukrana
Mera kalma hai tu azaan hai tu
Rab ka shukrana
Rab ka
Rab ka
Rab ka
Rab ka
Rab ka
Rab ka
Rab ka
Rab ka
Rab ka shukrana
เกี่ยวกับเพลงนี้ :
Rab Ka Shukrana จาก Pritam ปล่อยเมื่อวันที่ 30 มี.ค. 2012. ฟังเพลง Rab Ka Shukrana พร้อมทั้งเนื้อเพลงโดย Pritam, และ Mohit Chauhan. ดาวน์โหลด JOOX Application เพื่อฟังเพลง Rab Ka Shukrana และ ดูมิวสิควีดีโอเพลง Rab Ka Shukrana แบบ online ได้ทันที!
Tags ที่เกี่ยวข้อง :
Rab Ka Shukrana (โดย Pritam), Rab Ka Shukrana, Rab Ka Shukrana มิวสิควีดีโอ, Rab Ka Shukrana เนื้อเพลง, Pritam เพลง