ดาวน์โหลดและฟังเพลง Aala Re Aala พร้อมเนื้อเพลงจาก Anu Malik

ฟังเพลงAala Re Aala

Anu Malik, Mika Singh, Sunidhi Chauhan12 เม.ย. 2013

เนื้อเพลง Aala Re Aala

Aala Re Aala - Anu Malik/Sunidhi Chauhan (桑妮蒂·乔寒)/Mika Singh (米卡·辛格)

Written by:Neelesh Misra/Anu Malik

Aag lagi hai la la la

Dhuaan utha hai la la la

Aag lagi hai dhuaan utha hai

Ishq mohabbat wala

 

Aag lagi hai dhuaan utha hai

Ishq mohabbat wala

Kisne meri jaan chura li

Kisne maar daala

 

Aala re aala manya aala

Dil ke shehar mein apun ka bolbala

Aala re aala manya aala

Dil ke shehar mein apun ka bolbala

Aala re aala manya aala

 

Dil ke shehar mein apun ka bolbala

 

Meri aankhon ki shararatein

Meri saanson ki haraaratein

Meri sehami sehami chaahatein

Mere nange paaon aahatein

 

Mera jo bhi woh mere mehboob ka

 

Ho dekhun kaise rakhe dooja mehboob tu

Meri baahon ki kashti ke sang doob tu

Jo tujhe khwaab mein roz milta raha

 

Jo tujhe khwaab mein roz milta raha

Main wahi hoon wahi hoon wahi hubahu

 

Awaaraagardi karne aaya yahaan matwala

Aashiq wali adaa ne zaalim mujhko maar daala

 

Aala re aala manya aala

Aan se hoga apun ka bolbala

Aala re aala manya aala

Tujh se kasam na dekha himmatwala

 

Dekhe door door door se

Koi bol de huzoor se

Koi thaam lo zara inhe

Woh mere nashe mein choor se

Ishq ke ye jalan tum na seh paaoge

Ho ho ho

Tu jala toh sahi hans ke jal jaayenge

Khol seena teer e jigar khayenge

Tu ishaara toh kar tujh pe sab de luta

 

Tu ishaara toh kar tujh pe sab de luta

Keh de tu khote sikke bhi chal jayenge

 

Tujh mein kuch toh baat hai

Mera dil kyun dhadka saala

Mar miti hun tujhpe mujhko fanaa tu karne wala

 

Aala re aala manya aala

Sab se alag hai tu sab se niraala

Aala re aala manya aala

Akkhi bumbai mein apan ka bolbala

Aala re aala manya aala

Sab se alag hai tu sab se niraala

Aala re aala manya aala

 

Dil ke shehar mein apun ka bolbala

เกี่ยวกับเพลงนี้ :

Aala Re Aala สามารถฟังออนไลน์ได้แล้วตอนนี้ - Aala Re Aala โดย Anu Malik ถูกปล่อยออกมาเมื่อ 12 เม.ย. 2013 นำเสนอโดย Anu Malik เป็นเพลงที่สร้างสรรค์ได้อย่างดีเยี่ยม เพราะฉะนั้นอย่ารอช้า คุณสามารถ ดูมิวสิควิดีโอเพลง Aala Re Aala ล่าสุด ฟังเพลงและเพลิดเพลินกับเนื้อเพลง ดาวน์โหลด JOOX Application ได้เลยตอนนี้

Tags ที่เกี่ยวข้อง :

Aala Re Aala (โดย Anu Malik), Aala Re Aala, Aala Re Aala มิวสิควีดีโอ, Aala Re Aala เนื้อเพลง, Anu Malik เพลง