ดาวน์โหลดและฟังเพลง Is Jahan Ki Nahi Hai (From "King Uncle") พร้อมเนื้อเพลงจาก Lata Mangeshkar

ฟังเพลงIs Jahan Ki Nahi Hai (From "King Uncle")

Lata Mangeshkar, Nitin Mukesh3 พ.ค. 2016

เนื้อเพลง Is Jahan Ki Nahi Hai (From "King Uncle")

Is Jahan Ki Nahi Hai (From "King Uncle") - Lata Mangeshkar/Nitin Mukesh

Aaaaaah

Aaaaaah

Ooooo

Aaaah

Ooooo

Oooo

Is jahan ki nahin hain tumhari aankhen

Is jahan ki nahin hain tumhari aankhen

Aasman se yeh kisne utaari aankhen

Aaye hain hum jahan mein tumhare liye

Aaye hain hum jahan mein tumhare liye

Hain tumhare liye hi hamari aankhen

Is jahan ki nahin hain tumhari aankhen

Aasman se ye kisne utari aankhein

Aaaah

Aaaah

Aaaah

Do jahan deke le loon to sasti hain yeh

Do jahan deke le loon to sasti hain yeh

Do jahan se bhi pyari tumhari aankhen

Do jahan se bhi pyari tumhari aankhen

Aasman se yeh kisne utaari aankhen

Aaye hain hum jahan mein tumhare liye

Hain tumhare liye hi hamari aankhen

Aaaah

Aaaaaah

Aaaah

Rehte ho aankhon mein tum hi ab raat din

Rehte ho aankhon mein tum hi ab raat din

Ab to ghar hai tumhara hamari aankhen

Ab to ghar hai tumhara hamari aankhen

Hain tumhare liye hi hamari aankhen

Is jahan ki nahin hain tumhari aankhen

Aasman se yeh kisne utaari aankhen

Aaaah

Aaaaaah

Duniya walon se rakhna bacha kar inhen

Duniya walon se rakhna bacha kar inhen

Na chura le koi yeh tumhari aankhen

Na chura le koi yeh tumhari aankhen

Aasman se yeh kisne utaari aankhen

Aaye hain hum jahan mein tumhare liye

Aaye hain hum jahan mein tumhare liye

Hain tumhare liye hi hamari aankhen

Is jahan ki nahin hain tumhari aankhen

Aasman se yeh kisne utaari aankhen

Hain tumhare liye hi hamari aankhen

Aasman se yeh kisne utaari aankhen

Hain tumhare liye hi hamari aankhen

Aasman se yeh kisne utaari aankhen

 

Hain tumhare liye hi hamari aankhen

เกี่ยวกับเพลงนี้ :

Is Jahan Ki Nahi Hai (From "King Uncle") ได้ถูกปล่อยออกมาเมื่อ 3 พ.ค. 2016. ดาวน์โหลด JOOX Application เพื่อฟังเพลง Is Jahan Ki Nahi Hai (From "King Uncle"), รับชมมิวสิควิดีโอ, ฟังเพลงออนไลน์ และอ่านเนื้อเพลงออนไลน์ได้ทันที Is Jahan Ki Nahi Hai (From "King Uncle") จาก Lata Mangeshkar,และ Nitin Mukesh ฟังเพลง Is Jahan Ki Nahi Hai (From "King Uncle") และสนุกสนานไปกับเสียงเพลงได้ทุกที่ทุกเวลา

Tags ที่เกี่ยวข้อง :

Is Jahan Ki Nahi Hai (From "King Uncle") (โดย Lata Mangeshkar), Is Jahan Ki Nahi Hai (From "King Uncle"), Is Jahan Ki Nahi Hai (From "King Uncle") มิวสิควีดีโอ, Is Jahan Ki Nahi Hai (From "King Uncle") เนื้อเพลง, Lata Mangeshkar เพลง