收听Oves Raz Qadari的Rabana Ya Rabana歌词歌曲

Rabana Ya Rabana

Oves Raz Qadari2014年6月14日

Rabana Ya Rabana 歌词

Rabana Ya Rabana - Oves Raz Qadari

Composed by:Oves Raz Qadari

Rabbana ya rabbana rabana ya rabana

Rabana ya rabana rabbana ya rabbana

Rabbana ya rabbana rabana ya rabana

Rabana ya rabana rabbana ya rabbana

Rabbana ya rabbana rabana ya rabana

Rabana ya rabana rabbana ya rabbana

Ya elahi har jagha teri ataa ka saath ho

Ya elahi har jagha teri ataa ka saath ho

Ya elahi har jagha teri ataa ka saath ho

Jab paray mushkil shahe-mushkil kushaa ka saath ho

Jab paray mushkil shahe-mushkil kushaa ka saath ho

Rabbana ya rabbana rabana ya rabana

Rabana ya rabana rabbana ya rabbana

Ya elahi bhool jaaon naz'aa ki takleef ko

Ya elahi bhool jaaon naz'aa ki takleef ko

Shaadi yay-deedar-e- husn-e-mustafa ka saath ho

Shaadi yay-deedar-e- husn-e-mustafa ka saath ho

Rabbana ya rabbana rabbana ya rabbana

Rabbana ya rabbana rabbana ya rabbana

Ya elahi gor-e-teera ki jab aaaye sakht raat

Ya elahi gor-e-teera ki jab aaaye sakht raat

Unkay pyaaray mon ki subh-e-jaan fiza ka saath ho

Unkay pyaaray mon ki subh-e-jaan fiza ka saath ho

Rabbana ya rabbana rabbana ya rabbana

Rabbana ya rabbana rabbana ya rabbana

Ya elahi naama-e-amaal jab khulne lage

Ya elahi naama-e-amaal jab khulne lage

Aib posh-e-khal saattar-e-khata ka saath ho

Aib posh-e-khal saattar-e-khata ka saath ho

Rabbana ya rabbana rabbana ya rabbana

Rabbana ya rabbana rabbana ya rabbana

Ya elahi garmiye mehshar say jab bharke badan

Ya elahi garmiye mehshar say jab bharke badan

Daman-e-mehboob ki thandi hawa ka saath ho

Daman-e-mehboob ki thandi hawa ka saath ho

Rabbana ya rabbana rabana ya rabana

Rabana ya rabana rabbana ya rabbana

Ya elahi jab zubaan bahar aaye pyaas say

Ya elahi jab zubaan bahar aaye pyaas say

Sahib-e-koshar sahe jood- ata ka saath ho

Sahib-e-koshar sahe jood- ata ka saath ho

Rabbana ya rabbana rabana ya rabana

Rabana ya rabana rabbana ya rabbana

Ya elahi jab hisab-e-khanda-e-be jaa rulaye

Ya elahi jab hisab-e-khanda-e-be jaa rulaye

Chashm-e-giryan-e-shafi-e-murtaja ka saath ho

Chashm-e-giryan-e-shafi-e-murtaja ka saath ho

Rabbana ya rabbana rabana ya rabana

Rabana ya rabana rabbana ya rabbana

Ya elahi jab par-e-mehshar main shor-e-daro geer

Ya elahi jab par-e-mehshar main shor-e-daro geer

Aman dene wale pyaare paishwa ka saath ho

Aman dene wale pyaare paishwa ka saath ho

Rabbana ya rabbana rabana ya rabana

Rabana ya rabana rabbana ya rabbana

Ya elahi sard mori par ho jab khursheed-e-hasr

Ya elahi sard mori par ho jab khursheed-e-hasr

Sayyed-e-be saaya ke zille liwa ka saath ho

Sayyed-e-be saaya ke zille liwa ka saath ho

Rabbana ya rabbana rabana ya rabana

Rabana ya rabana rabbana ya rabbana

Ya elahi jab chal-e-tareek rah-e-pul sarat

Ya elahi jab chal-e-tareek rah-e-pul sarat

Aftab-e-hashmi noor ul huda ka saath ho

Aftab-e-hashmi noor ul huda ka saath ho

Rabbana ya rabbana rabana ya rabana

Rabana ya rabana rabbana ya rabbana

Ya elahi jab sar-e-shamsheer par chalna pare

Ya elahi jab sar-e-shamsheer par chalna pare

Rabbi salllim kehne wale gham zada ka saath ho

Rabbi salllim kehne wale gham zada ka saath ho

Rabbana ya rabbana rabana ya rabana

Rabana ya rabana rabbana ya rabbana

Ya elahi jo duaein naik hum tujhse karain

Ya elahi jo duaein naik hum tujhse karain

Qudsiyon ke lab se aaami raabana ka saath ho

Qudsiyon ke lab se aaami raabana ka saath ho

Rabbana ya rabbana rabana ya rabana

Rabana ya rabana rabbana ya rabbana

Ya ilaahi jub raza khaab-e-giraa se sar uthaa'e

Ya ilaahi jub raza khaab-e-giraa se sar uthaa'e

Daulat-e-bedaar ishk-e-mustafa ka saath ho