收听K.K.的Tu Mujhe Soch Kabhi歌词歌曲

Tu Mujhe Soch Kabhi

K.K.2017年2月14日

Tu Mujhe Soch Kabhi 歌词

 

 

Tu Mujhe Soch Kabhi (From "Zindagi Tere Naam") - K.K.

Written by:Sajid - Wajid/Jalees Sherwani

 

Tu mujhe soch kabhi

 

Yahi chaahat hai meri

 

Main tujhe jaan kahu

 

Yahi hasrat hai meri

 

Main tere pyaar ka armaan liye baitha hoon

Tu kisi aur ko chaahe kabhi khuda na kare

 

Tu kisi aur ko chaahe kabhi khuda na kare

 

Meri mehrum mohabbat ka sahaara tu hai

 

Meri mehrum mohabbat ka sahaara tu hai

 

Main jo jita hoon toh jine ka ishaara tu hai

 

Apane dil pe tera ehasa liye baitha hoon

 

Main tere pyaar ka armaan liye baitha hoon

 

Tu kisi aur ko chaahe kabhi khuda na kare

 

Tu kisi aur ko chaahe kabhi khuda na kare

 

Say u love me baby

 

I been waiting for you

 

Hey ya o ya say u love me baby

 

Pyaaar mein shart koyi ho toh bata de mujhko

 

Pyaaar mein shart koyi ho toh bata de mujhko

 

Gar khata mujhase huyi ho toh bata de mujhko

 

Jaa hatheli pe meri jaan liye baitha hoon

 

Main tere pyaar ka armaan liye baitha hoon

Tu kisi aur ko chaahe kabhi khuda na kare

 

 

Tu kisi aur ko chaahe kabhi khuda na kare