Dil Tod Ke Lyrics
Dil Tod Ke - Manan Bhardwaj/Saarthak
Lyrics by:Manan Bhardwaj
Composed by:Manan Bhardwaj
Ek dua maangi hai
Maine bhi khuda se
Ki khuda kare tujhe meri deed na hoo
Tu bhi tarse jaise me tarsa hoon
Tere ghar bhi iss saal eid na ho
Ho mehandi pyaar wali haathon pe lagaogi
Ghar mere baad gair ka basaogi
Mehandi pyaar wali haathon pe lagaogi
Ghar mere baad gair ka basaogi
Ho mujhe marne se
Ho mujhe marne se
Ho mujhe marne se
Pahle hi yakeen tha
Ye kaam mere baad karogi
Wo dil tod ke hasti ho mera
Wafayein meri yaad karogi
Wo dil tod ke
Haan dil tod ke hasti ho mera
Wafayein meri yaad karogi
Wo dil tod ke
Karti thhi jab baat
Laga karta tha jaise phool hai jahdte
Hoth tere jaise gulaab ke do patte aapas mein lad'te
Main bhi lada unn logo se
Jo kehte thhe tu nakli hai
Rishtey toode yaar bhi chhode
Tere liye ki tu asli hai
Asli yaahan pe koi nahi
Tere jaisi phirti laakhon hai
Dil tod ke kaise hasti hai
Tu ladki hai ki daaku hai
Kar yaad wo jaaamana mere pyaar ka
Chain loot na tu dil ke karrar ka
Kar yaad wo jaaamana mere pyaar ka
Chain loot na tu dil ke karrar ka
Ho jab duniya mein
Ho jab duniya mein
Ho jab duniya mein
Main hi na raha
To kisse barbaad karogi
Wo dil tod ke hasti ho mera
Wafayein meri yaad karogi
Wo dil tod ke haan dil tod ke hasti ho mera
Wafayein meri yaad karogi wo dil tod ke