Listen to Jadoo Hai Yeh song with lyrics from Manohar Shetty

Jadoo Hai Yeh

Manohar Shetty, Arpana Shukla19 Apr 2016

Jadoo Hai Yeh Lyrics

Jadoo Hai Yeh - Manohar Shetty/Arpana Shukla

Lyrics by:Sameer

Composed by:Aadesh Shrivastava

Mm mm mm mm mm

Mm mm mm mm mm

Ru ru ru ru

Hmmm jaadoo hai yeh naya naya dil hai deewaana

O hamane sanam abhi abhi pyaar ko jaana

Hoo jaadoo hai yeh naya naya dil hai deewaana

O hamane sanam abhi abhi pyaar ko jaana

Kya nasha chhaane laga hai

Abb maja aane laga hai

Kitana haseen ehsaas hai

Ehsaas hai

Jaadoo hai yeh naya naya dil hai deewaana

O hamane sanam abhi abhi pyaar ko jaana

Kya nasha chhaane laga hai

Abb maja aane laga hai

Kitana haseen ehsaas hai

Ehsaas hai

La la la la la la

La la la la la la

Ru ru ru ru ru ru

Ru ru ru ru ru ru

Chham chham barase paani aayi rut suhaani

Oo chham chham barase paani aayi rut suhaani

Saawan ki rimjhim mein

Oo saawan ki rimjhim mein

Kaisi pyaas hai

Hmm jaadoo hai yeh naya naya dil hai deewaana

O hamane sanam abhi abhi pyaar ko jaana

Kya nasha chhaane laga hai

Abb maja aane laga hai

Kitana haseen ehsaas hai

Ehsaas hai

Aaaaaa

Aaaaaa

Aaaaaa

Aaaaaa

Pehale toh kabhi bhi are aisa na huwa ji

Oh pehale toh kabhi bhi are aisa na huwa ji

Halchal hai dhadkan mein

Oo halchal hai dhadkan mein kuchh toh khaas hai

Hmm jaadoo hai yeh naya naya dil hai deewaana

O hamane sanam abhi abhi pyaar ko jaana

Kya nasha chhaane laga hai

Abb maja aane laga hai

Kitana haseen ehsaas hai

Ehsaas hai

Ru ru ru ru ru ru ru ru ru ru

Ru ru ru ru ru ru ru ru ru ru rutu

Sun jara paas aa

Sun jara aa paas aa

Tujhako bata du dil ki baat

Thodi hai khumaari are thodi bekaraari

Dhak dhak si hoti hai

Hoo dhak dhak si hoti hai

Tu jo paas hai

Hoo jaadoo hai yeh naya naya dil hai deewaana

Hmm hamane sanam abhi abhi pyaar ko jaana

Kya nasha chhaane laga hai

Abb maja aane laga hai

Kitana haseen ehsaas hai

Ehsaas hai

Jaadoo hai yeh naya naya dil hai deewaana

 

O hamane sanam abhi abhi pyaar ko jaana