Aisa to Koi Aur Duja Lyrics
Aisa to Koi Aur Duja - Kumar Sanu (库马・山奴)/Alka Yagnik
Written by:Laxmikant Pyarelal/Anand Bakshi
Aisa to koi aisa to koi aur duja ai janab nahi
O meri biwi ka
O meri biwi ka jawab nahi
O meri biwi ka jawab nahi
Aisa to koi aur duja ai janab nahi
O meri biwi ka jawab nahi
O meri biwi ka jawab nahi
Aisa to koi aur duja ai janab nahi
O mere miyaa ka
O mere miyaa ka jawab nahi
O mere miyaa ka jawab nahi
Ooooo
Aaaaaaa aaaa aaaa
Aa tere shabnami gaalo ko chhu lu
Julfo ke reshmi baalo ko chhu lu
Aa tere shabnami gaalo ko chhu lu
Julfo ke reshmi baalo ko chhu lu
Chhuna na mujhe teri niyat to kharab nahi
O meri biwi ka jawab nahi
O mere miyaa ka jawab nahi
Aisa to koi aur duja ai janab nahi
O meri biwi ka jawab nahi
O meri mia ka jawab nahi
Chadhti jawaani ke josh mai ho
Tum ho nashe mai ya hosh mai ho
Chadhti jawaani ke josh mai ho
Are tum ho nashe mai ya hosh mai ho
Are aisi nashili kisi botal mai sharaab nahi
O mere miyaa ka jawab nahi
O meri biwi ka jawab nahi
Aisa to koi aur duja ai janab nahi
Aisa to koi aur duja ai janab nahi
O meri biwi ka jawab nahi
Hoo
O meri mia ka jawab nahi
O meri biwi ka jawab nahi
O meri mia ka jawab nahi