Sun Sun Sun Mere Yaar (From "Jawani Zindabad") Lyrics
Sun Sun Sun Mere Yaar - Amit Kumar/Kavita Krishnamurthy
Lyrics by:Sameer
Composed by:Anand - Milind
Sun sun sun mere yaar
Masti ke din hain char
Sun sun sun mere yaar
Masti ke din hain char
Nach aur gakar dhum
Machakar hath milakar
Bol jawani zindabad
Jawani zindabad
Sun sun sun mere yaar
Masti ke din hain char
Nach aur gakar dhum
Machakar hath milakar
Bol jawani zindabad
Jawani zindabad
Jawani zindabad
Jawani zindabad
Aage hai jawani
Pichhe hain zamana
Aaja likh dale dil ka afsana
Aage hai jawani
Pichhe hain zamana
Aaja likh dale dil ka afsana
Mosam hai ye pyar ka
Wade ka ikrar ka
Waqt nahin takrar ka
Sath mila dildar ka
Isiliye to kahta hoon
Nach aur gakar dhum
Machakar dil lagakar
Bol jawani zindabad
Jawani zindabad
Sun sun sun mere yaar
Masti ke din hain char
Nach aur gakar dhum
Machakar hath milakar
Bol jawani zindabad
Jawani zindabad
Jawani zindabad
Jawani zindabad