Listen to Yaadon Ki Kyari song with lyrics from Raghu Dixit

Yaadon Ki Kyari

Raghu Dixit1 Oct 2018

Yaadon Ki Kyari Lyrics

Yaadon Ki Kyari - Raghu Dixit

Chupa chuppi ankhiyaan khelo na

 

Chupa chuppi ankhiyaan khelo na

Gunguni dubki le lo na

Gin gin pal yaad samenton na

 

Chupa chuppi ankhiyaan khelo na

Gunguni dubki le lo na

Gin gin pal yaad samenton na

 

Jhoolon ke pengon mein phir

Bhutte ke kheton mein phir

Abba ke scooter pe phir gum ho jaayein na

Saaranna ke chatkaare

Musranna ki dakaarein

Baasundi ki dukaanein

Phir ke jaayein na

Choti choti ankhiyon ki yaadein wauh

Choti choti ankhiyon ki yaadein wauh

Chupa chuppi ankhiyaan khelo na

 

Chupa chuppi ankhiyaan khelo na

Gunguni dubki le lo na

Gin gin pal yaad samenton na

 

Chanti chanti dhundhli si hai

Durr parchaayin si

Muhain dekhe chehre banaaye

Durr badal si

 

Chanti chanti dhundhli si hai

Durr parchaayin si

Muhain dekhe chehre banaaye

Durr badal si

 

Diye ki lau jalti hai wauh

Chalti godavari

Andhiyaare angane mein hai

Bas teri roshini

Choti choti ankhiyon ki yaadein wauh

Choti choti ankhiyon ki yaadein wauh

Chupa chuppi ankhiyaan khelo na

 

Chupa chuppi ankhiyaan khelo na

Gunguni dubki le lo na

 

Gin gin pal yaad samenton na

Popular Songs