收聽Raman Mahadevan的Bahon Ke Darmiyan (The Unwind Mix)歌詞歌曲

Bahon Ke Darmiyan (The Unwind Mix)

Raman Mahadevan, Anwesshaa2026年4月14日

Bahon Ke Darmiyan (The Unwind Mix) 歌詞

Bahon Ke Darmiyan (The Unwind Mix) - Raman Mahadevan/Anwesshaa

Composed by:Jatin Lalit

Baahon ke darmiyaan

Do pyaar mil rahe hain

Baahon ke darmiyaan

Do pyaar mil rahe hain

Jaane kya bole mann

Dole sun ke badan

Dhadkan bani zubaan

Baahon ke darmiyaan

Do pyaar mil rahe hain

Baahon ke darmiyaan

Do pyaar mil rahe hain

Jaane kya bole mann

Dole sun ke badan

Dhadkan bani zubaan

Baahon ke darmiyaan

Khulte bandh hote

Labon ki ye ankahi

Haan Khulte bandh hote

Labon ki ye ankahi

Mujhse keh rahi hai ki

Badhne de bekhudi

Mil yoon ki daud jaayein

Nas nas mein bijliyaan

Baahon ke darmiyaan

Do pyaar mil rahe hain

Jaane kya bole mann

Dole sun ke badan

Dhadkan bani zubaan

Aasmaan ko bhi ye

Haseen raaz hai pasand

Aasmaan ko bhi ye

Haseen raaz hai pasand

Uljhi uljhi saanson ki

Aawaaz hai pasand

Moti luta rahi hai

Saawan ki badliyaan

Baahon ke darmiyaan

Do pyaar mil rahe hain

Baahon ke darmiyaan

Do pyaar mil rahe hain

Jaane kya bole mann

Dole sun ke badan

 

Dhadkan bani zubaan