收聽Shreya Ghoshal的Khuda Ki Kasam (Female Version)歌詞歌曲

Khuda Ki Kasam (Female Version)

Shreya Ghoshal2016年6月30日

Khuda Ki Kasam (Female Version) 歌詞

Khuda Ki Kasam (From "Rang") (Female Version) - Shreya Ghoshal

Written by:Sameer/Nadeem - Shravan

Khuda ki kasam kha ke kahte hai hum

Bas itna hi kahna hai tumse sanam ho oo

Bahut pyar aaya hai tumpe

Bahut pyar aaya hai tumpe

Bahut pyar aaya hai tumpe

Bahut pyar aaya hai tumpe

Khuda ki kasam khake kahte hai hum

Bas itna hi kahna hai tumse sanam ho oo

Bahut pyar aaya hai tumpe

Bahut pyar aaya hai tumpe

Bahut pyar aaya hai tumpe

Bahut pyar aaya hai tumpe

Tumhare bina din gujarta nahi hai

Tumhare bina raat katti nahi hai

Bahut khubsurat hai surat tumhari

Hamari najar isse hatti nahi hai

Na aise karo muskura ke sitam

Kahi tut jaye na sari kasam ho oo

Bahut pyar aaya hai tumpe

Bahut pyar aaya hai tumpe

Bahut pyar aaya hai tumpe

Bahut pyar aaya hai tumpe

Kabhi paas aake jara hamse pucho

Bata de tumhe hum tamanna hamari

Hame zindagi ki bhi chahat hai lekin

Mohabbat lage zindagi se bhi pyari

Sahe bhi to kab tak judai ke gum

Bahakne lage hai hamare kadam ho oo

Bahut pyar aaya hai tumpe

Bahut pyar aaya hai tumpe

Bahut pyar aaya hai tumpe

Bahut pyar aaya hai tumpe

Khuda ki kasam khake kahte hai hum

Bas itna hi kahna hai tumse sanam ho oo

Bahut pyar aaya hai tumpe

Bahut pyar aaya hai tumpe

Bahut pyar aaya hai tumpe

 

Bahut pyar aaya hai tumpe