收聽Alka Yagnik, Vinod Rathod的Tu Muskura (Jhankar)歌詞歌曲

Tu Muskura (Jhankar)

Alka Yagnik, Vinod Rathod, JAVED ALI2008年11月21日

Tu Muskura (Jhankar) 歌詞

Tu Muskura (Jhankar) - Alka Yagnik/Javed Ali (傑韋德·阿里)

Lyrics by:Gulzar

Composed by:A.R. Rahman/Gulzar

Tu muskura jahan bhi hai tu muskura

Tu dhoop ki tarah badan ko choo zara

Sharir se yeh muskurahatein teri

Badan mein sunti hoon mein aahatein teri

Labon se aake cho de apne lab zara

Tu muskura jahan bhi hai tu muskura

Sharir se yeh muskurahatein teri

Badan mein sunti hoon mein aahatein teri

Aisa hota hain khayalon mein aksar

Tujh ko sochoon toh mahak jati hoon

Meri rooh mein basi hain teri khushboo

Tujh ko choo loon to bahek jaati hoon

Teri aankhon mein teri aankhon mein koi to jaadu hain

Tu muskura jahan bhi hai tu muskura

Tu muskura jahan bhi hai tu muskura muskura

Tu dhoop ki tarah badan ko choo zara choo zara

Sharir se yeh muskurahatein teri

Badan mein sunti hoon mein aahatein teri

Tez chalti hain hawaaon ki saansein

Mujhko baahon mein lapet ke chupale

Teri ankhon ki hasin loriyon main

Main badan ko b***hoon tu sulale

Teri aakhon mein teri aakhon mein koi to nasa hai

Tu muskura jahan bhi hai tu muskura

Tu muskura jahan bhi hai tu muskura

Tu dhoop ki tarah badan ko choo zara

Sharir se yeh muskurahatein teri

 

Badan mein sunti hoon mein aahatein teri