收聽Pritam的Tujhe Sochta Hoon (From "Jannat 2")歌詞歌曲

Tujhe Sochta Hoon (From "Jannat 2")

Pritam, kk2015年5月28日

Tujhe Sochta Hoon (From "Jannat 2") 歌詞

Tujhe Sochta Hoon - Pritam (披淡·查克拉波蒂)/kk

Written by:Pritam Chakraborty/Sayeed Quadri

Tujhe Sochta Hoon main shaam o subah

Iss se zyada tujhe aur chahoon toh kya

 

Tere hi khayalon mein dooba raha

Iss se zyada tujhe aur chahoon toh kya

 

Bas sare gham mein jaana sang hoon tere

 

Har ek mausam me jaana sang hoon tere

Ab itne imtehaa bhi naa le mere

Aaa aa aaa sang hoon tere

Aaa aa aaa sang hoon tere

Aaa aa aa sang hoon tere

 

Meri dhadkano mein hi teri sada

Iss qadar tu meri rooh mein bas gaya

 

Teri yaadon se kab raha main judaa

Waqt se pooch le waqt mera gawaah

 

Bas sare gham mein jaana sang hoon tere

Har ek mausam me jaana sang hoon tere

Ab itne imtehaa bhi naa le mere

Aaa aa aaa sang hoon tere

Aaa aa aaa sang hoon tere

Aaa aa aa sang hoon tere

Hey

 

Tu mera thikana mera aashiyana

Dhale shaam jab bhi mere paas aana

Hai baahon mein rehna

Kahin abb naa jana

Hoon mehfooz inme bura hai zamana

Bas sare gham mein jaana sang hoon tere

Har ek mausam me jaana sang hoon tere

Ab itne imtehaa bhi naa le mere

Aaa aa aaa sang hoon tere

 

Aaa aa aaa sang hoon tere

Aaa aa aa sang hoon tere

 

Hey