Mujhko Bata Aeyy 歌詞
Mujhko Bata Aeyy - Abida Parveen
Mujko bata ay qaziya
Mujko bata ay qaziya kaisa tumhara naam hai

Tujko kitabo ki khushi
Tujko kitabo ki khushi merai liye maatam hai

Mujko bata ay qaziya mujko bata ay qaziya
Aashiq jala de aag mei
Aashiq jala de aag mei saarai kitabu ke waraq

Ik naam mera yaad kar
Ik naam mera yaad kar ye dost ka paigaam hai
Ik naam mera yaad kar ye dost ka paigaam hai
Mujko bata ay qaziya
Mujko bata ay qaziya
Mujko to maara hijr ne
Mujko to maara hijr ne kehta hai tu aa padh kitaab

Ghar merai uss mehboob ki
Ghar merai
Ghar merai uss mehboob ki aamad ka anjaam hai
Ghar merai uss mehboob ki aamad ka anjaam hai
Tujko kitabo ki khushi
Tujko kitabo ki khushi merai liye maatam hai
Mujko bata ay qaziya mujko bata ay qaziya
Kyu sehb ka sajda karai wo ishq hai jiska imaam

Dham bhar bhulana yaar ko
Dham bhar
Dham bhar bhulana yaar ko nahi dostoon ka kaam hai
Dham bhar bhulana yaar ko nahi dostoon ka kaam hai
Mujko bata ay qaziya
Mujko bata ay qaziya
Aakhir wo matlab paa liya
Aakhir wo matlab paa liya murshid ne jo humse kaha

Bin ishq e dilbar ke sacchal
Bin ishq e dilbar ke sacchal kya kufr kya islam hai