
Mann Jaage 歌詞
Mann Jaage - Gajendra Verma
Mann jaage saari raat mera deewana
Mann maane na ye baat ke woh tha begana
Hai khud se hi khafa khafa
Kya chahiye nahi pata baawra
Paaya woh naa chaaha chaaha woh naa paaya
Jiske peeche bhaage woh saaya hai re saaya
Kya kya raste dhoonde na kahi mil paya
Par saaya thehra saaya ke haathon mein na aaya
Koi subah jo main uthuun
Bujhe agan mile sukoon baawara
Gin ta rehta taare lotun main angare
Khud se ladta phirta yeh jag ko thokar maare
Kheenche kheenche baithe baithe baithe bhaage
Na sunta khud ke aage yeh pagal ho gaya re
Gin ta rehta taare lotun main angare
Khud se ladta phirta yeh jag ko thokar maare
Kheenche kheenche baithe baithe baithe bhaage
Na sunta khud ke aage yeh pagal ho gaya re
Yeh dard kyun yeh pyaas kyun
Phira kare udaas kyun
Yeh ranj kyun talash kyun
Bata baawara
Thandi aahein bhar ke jeeta hai mar mar ke
Pyasa reh gaya hai yeh dariya se guzar ke
Dhoke se nazar ke jhonke se umar ke
Ret ke mahal sa deh gaya hai bikhar ke
Thandi aahein bhar ke jeeta hai mar mar ke
Pyasa reh gaya hai yeh dariya se guzar ke
Dhoke se nazar ke jhonke se umar ke
Ret ke mahal sa deh gaya hai bikhar ke