收聽Munni Begum的Awargi Mein Had Se Guzar Jana Chahiye歌詞歌曲

Awargi Mein Had Se Guzar Jana Chahiye

Munni Begum2013年12月2日

Awargi Mein Had Se Guzar Jana Chahiye 歌詞

Awargi Mein Had Se Guzar Jana Chahiye - Munni Begum

Awaargi mein hud se guzar jana chaheeye

Awaargi mein hud se guzar jana chaheeye

Lekin kabhi kabhar

Lekin Kabhi Kabhar

To ghar jana chaheeye

Awaargi mein hud se guzar jana chaheeye

Mujh se bichar kar in dinon kis rang mein hain woh

Mujh se bichar kar in dinon kis rang mein hain woh

Mujh se bichar kar in dinon kis rang mein hain woh

Yeh dekhney raqeeb key ghar jana chaheeye

Yeh dekhney raqeeb key ghar jana chaheeye

Us buut se ishq kijeiye lekin kuch is tarah

Us buut se ishq kijeiye lekin kuch is tarah

Us buut se ishq kijeiye lekin kuch is tarah

Puche koi to saaf mukar jana chaheeye

Puche koi to saaf mukar jana chaheeye

Lekin kabhi kabhar

Lekin Kabhi Kabhar

To ghar jana chaheeye

Awaargi mein hud se guzar jana chaheeye

Afsos apne ghar ka pata hum se kho gaya

Afsos apne ghar ka pata hum se kho gaya

Afsos apne ghar ka pata hum se kho gaya

Ab sochna yeh hai ke kidhar jana chaheeye

Ab sochna yeh hai ke kidhar jana chaheeye

Lekin kabhi kabhar

Lekin Kabhi Kabhar

To ghar jana chaheeye

Awaargi mein hud se guzar jana chaheeye

Nadaan jawani ka zamana guzar gaya

Nadaan jawani ka zamana guzar gaya

Nadaan jawani ka zamana guzar gaya

Ab aagaya burhapa sudhar jana chaheeye

Ab aagaya burhapa sudhar jana chaheeye

Lekin kabhi kabhar

Lekin Kabhi Kabhar

To ghar jana chaheeye

Awaargi mein hud se guzar jana chaheeye

Bhaitey raho gey kab dasht mein kab tak hussan raza

Bhaitey raho gey kab dasht mein kab tak hussan raza

Bhaitey raho gey kab dasht mein kab tak hussan raza

Jeena agar nehein hai to mar jaana chaheeye