收聽Sadhana Sargam的Jai Saraswati Mata歌詞歌曲

Jai Saraswati Mata

Sadhana Sargam2026年1月14日

Jai Saraswati Mata 歌詞

Jai Saraswati Mata - Sadhana Sargam (薩達納·薩格姆)

Om jai saraswati mata jai jai saraswati mata

Sadgun vaibhav shalini

Sadgun vaibhav shalini tribhuvan vikhyata

Om jai saraswati mata

Chandravadani padmasini dyuti mangal kaari

Padmasini dyuti mangal kaari

Sohe shubh hans sawaari

Sohe shubh hans sawaari atul tej dhaari

Om jai saraswati mata

Baaye kar mein veena daaye kar mala

Mein veena daaye kar mala

Sheesh mukut mani shohe

Sheesh mukut mani shohe gale motiyan mala

Om jai saraswati mata

Devi sharan jo aaye unka uddhar kiya

Unka uddhar kiya

Baithi manthra dasi

Baithi manthra dasi rawan sanhar kiya

Om jai saraswati mata

Vidya gyan pradayini jag mein gyan prakash bharo

Mein gyan prakash bharo

Moh aur agyan timir ka

Moh aur agyan timir ka jag se nash karo

Om jai saraswati mata

Dhoop deep fal meva man swikaar karo

Meva man swikaar karo

Gyanchkshu de mata

Gyanchkshu de mata jag nistar karo

Om jai saraswati mata

Maa sarswati ji aarti jo koi nar gave

Aarti jo koi nar gave

Hitkari shukhkari gyan

Hitkari shukhkari gyan bhakti pave

Om jai saraswati mata

Om jai saraswati mata

Mata jai jai saraswati mata

Sadgun vaibhav shalini

Sadgun vaibhav shalini tribhuvan vikhyata

Om jai saraswati mata

Om jai saraswati mata

 

Om jai saraswati mata