Chhu Kar Mere Manko (From "Yaarana") 歌詞
Chhu Kar Mere Manko (From "Yaarana") - Kishore Kumar
Mmm mmm
Chhookar mere man ko kiya toone kya ishaara
Chhookar mere man ko kiya toone kya ishaara
Badla yeh mausam lage pyaara jag saara
Chhookar mere man ko kiya toone kya ishaara
Badla yeh mausam lage pyaara jag saara
Chhookar mere man ko kiya toone kya ishaara
Tu jo kahe jeevan bhar tere liye maein gaoon
Liye maein gaoon
Geet tere bolon pe likhta chala jaoon
Likhta chala jaoon
Mere geeton mein tujhe dhoonde jag saara
Chhookar mere man ko kiya toone kya ishaara
Badla yeh mausam lage pyaara jag saara
Chhookar mere man ko kiya toone kya ishaara
Aaja tera aanchal yeh pyaar se maein bhar doon
Pyaar se maein bhar doon
Khushiyaan jahan bhar ki tujhko nazar kar doon
Ujhko nazar kar doon
Tu hi mera jeevan tu hi jeene ka sahaara
Chhookar mere man ko kiya toone kya ishaara
Badla yeh mausam lage pyaara jag saara
Chhookar mere man ko kiya toone kya ishaara
相關歌曲
Badan Pe Sitare (From "Prince") [1969]
Mohammed RafiBhool Gaya Sub Kuchh (From "Julie")
Lata Mangeshkar- Bappi Lahiri
Bhool Gaya Sub Kuchh (From "Julie")
Lata MangeshkarSalamat Rahe Dostana Hamara, Pt. 2 (From "Dostana")
Mohammed RafiNaina Ye Barse (From "Mohabbat")
Lata Mangeshkar- Salil Choudhury
- Salil Choudhury