Bade Kaam Ka Bander 歌詞
Bade Kaam Ka Bander - Govinda/Chunky Pandey/Kumar Sanu (庫馬爾·薩奴)
Written by:Indivar/Bappi Lahiri
Meharbaan kadardaan sahibaan
Jo log chori karte hai
Seena jori karte hai
Topi pehan ke dhoka dete hai
Aur paisa lekar jaan lete hai
Unse toh bhala
Mera bandar hai
Jo apna aur apne ustaajo ka pet bharta hai
Aur chain ki zindahi basar karta hai
Toh bachha log bajaao
Mere bandar ke naam pe taali
Bade kaam ka bandar
Bade kaam ka bandar
Maare toh dharmindar
Hey naache toh jitendar
Roye toh rajendar
Gaur se dekho har hero ki khubi iske andar
Jo de uska bhi bhala jo na de uska bhi bhala
Jo de uska bhi bhala jo na de uska bhi bhala
Jo de uska bhi bhala jo na de uska bhi bhala
Jo de uska bhi bhala jo na de uska bhi bhala
Bade kaam ka bandar
Bade kaam ka bandar
Hey maare toh dharmindar
Hey naache toh jitendar
Roye toh rajendar
Gaur se dekho har hero ki khubi iske andar
Taabiz
Bandar ke saat baal ka taabiz
Ek baal seer ka ek eyebrow ka
Ek moochh ka ek daadi ka
Ek chhati ka ek pet ka ek gate ka
Baaki idhar udhar ka hai
Magar bunnu
Munnu
Public ke dil mein sawal aata hai
Kya aata hai
Yeh taawiz kis kis kaam aata hai
Abhi batata hai
Jo ladki se sharmata hai
Shaadi se ghabrata hai
Joru se saamne aate hi
Sar jiska jhuk jaata hai
Mera yeh taawiz pahenkr jawaan mard ban jaata hai
Bhook yeh jagata hai
Neend yeh badhata hai
Dard ye mitata hai
Kaam ye banata hai
Naukri dilata hai
Lottery lagata hai he he
Achhe numbaro se bachha paas ho jaata hai
Aata hai kitne kaam
Ek rupaya hai daam
Woh bhi mehangai badh gayi yaar iss wajeh se
Warna
Athana tha na munnu
Haan bunnu
Jo le uska bhi bhala jo na le uska bhi bhala
Jo le uska bhi bhala jo na le uska bhi bhala
Jo le uska bhi bhala jo na le uska bhi bhala
Jo le uska bhi bhala jo na le uska bhi bhala
Bade kaam ka bandar
Bade kaam ka bandar
Hey maare toh dharmindar
Hey naache toh jitendar
Roye toh rajendar
Gaur se dekho har hero ki khubi iske andar
Bunnu
Munnu
Humne duniya ko taawiz diya
Diya
Magar bandar ne hamare liye kya kiya
Kya kiya
Hmm
Baap ne hume ghar se nikala
Nikala
Band kiya kismat ka tala
Tala
Chhin liya muh se niwala
Niwala
Banke baap
Bandar ne pala
Pala
Ab bolo bachho bandar achha
Ki baap achha
Bandarrr
Laut chalo ghar laadlo
Laut chalo ghar laadlo
Binti meri maan lo
Tum hi meri
Aankhon ke taare
Tum hi ho
Jeene ke sahare
Haal e dil mera jaan lo
Laut chalo ghar laadlo
Laut chalo ghar laadlo
Ghar ki khidkiyaan tumhe pukare
Dhundh rahi tumko deewaren
Kaha gayi mere ghar ki bahaaren
Izzat na neelam karo
Laut chalo mere laadlo
Laut chalo mere laadlo
Toda nahi tala hai
Daka nahi dala hai
Chori nahi ki hai
Mehnat se kamaya hai
Dhanda yeh jamaya hai
Mushkil se kuch paya hai
Jeena humko aaya hai hey
Ayaya hai hay hay hay hay
Munnu
Jara dhund toh re
Surr kaon tha re
Haa
Jo le uska bhi bhala jo na le uska bhi bhala
Jo le uska bhi bhala jo na le uska bhi bhala
Baapu tere pyar se bhar aaya mera bhi gala
Baapu tere pyar se bhar aaya mera bhi gala
Accha hain je maan gaye warn toh cut jaata gala
Accha hain je maan gaye warn toh cut jaata gala