Sajana Tere Pyar Mein 歌詞
Sajana Tere Pyar Mein - Himesh Reshammiya (希米肖·雷什米亞)/Udit Narayan (那拉揚)/Alka Yagnik
Lyrics by:Sanjay Chel
Composed by:Himesh Reshammiya
O babul o maiya o bhaiya
O sakhiya
O babul o maiya o bhaiya
O sakhiya
O sakhiya
Aangan galiyaan chaubaara
Chhod chali bachpan saara
Aangan galiyaan chaubaara
Chhod chali bachpan saara
Teri son pari kis or chali kis or chali
Sajna tere
Sajna tere pyaar mein hum pardesi ho gaye re
Hum pardesi ho gaye re
Sajna tere pyaar mein hum pardesi ho gaye re
Hum pardesi ho gaye re
Ho gaye re ho gaye re ho gaye re
Hey
Sajni tujhko dekhke kitne kanwaare mar gaye re
Kitne kanwaare mar gaye re
Sajni tujhko dekhke kitne kanwaare mar gaye re
Kitne kanwaare mar gaye re
Mar gaye re mar gaye re mar gaye re
Sajna tere pyaar mein hum pardesi ho gaye re
Hum pardesi ho gaye re
Ghar ki mitti dil ki chhitti roke tera daaman
Mehndi haldi bindiya kaajal badle tera jeevan
O sajan tu le gaya mann
O sajan tu le gaya mann
Gamapasani gamaparadinisa
Gamapasani gamaparadinisa
Ganisisaganisaganisiniapa
Ganisisaganisaganisiniapa
Gagarasanisanisanisa
Aankhon se keh do aankhon ki sun le
Aaya hai mauka saathi chun le
Main tujhe kya kahoon khud ko bhi kya kahoon
Palkein yeh chhalke
Haai kya karoon haai kya karoon
Haai kya karoon
Sajna tere hai Sajna tere pyaar mein
Hum pardesi ho gaye re
Hum pardesi ho gaye re
Ghar ki mitti dil ki chhitti roke tera daaman
Mehndi haldi bindiya kaajal badle tera jeevan
O sajan tu le gaya mann
O sajan tu le gaya mann
O meri gudiya pehnengi chudiyaan
Humko lagegi sooni sooni duniya
Haan yehi sanjog hai pyaar bhi ek jog hai
Jaane tu jaanoon main
Koi kya kare koi kya kare koi kya kare
Sajni tujhko
Arre sajni tujhko dekhke kitne kanwaare mar gaye re
Kitne kanwaare mar gaye re
Mar gaye re mar gaye re mar gaye re
Sajna tere pyaar mein hum pardesi ho gaye re
Hum pardesi ho gaye re
Chhaap tilak sab chheen li mohse naina milaake re
Chhaap tilak sab chheen li mohse naina milaake re
Naina milaake re oh
Naina milaake re naina milaake
Naina milaake re
Chhaap tilak sab chheen li mohse
Naina milaake re
Chhaap tilak sab chheen li mohse
Naina milaake re
Nisasasaanisasanisa nisasasarenipa
Nisasasaanisasanisa nisasasarenipa
Kya dil ne kaha
Kya tumne suna
Kya dil ne kaha
Kya tumne suna
Kya dil ne kaha kya tumne suna
Kya dil ne kaha kya tumne suna