Kya Tumhe Bhi Aisa 歌詞
Kya Tumhe Bhi Aisa - Hariharan/Alka Yagnik
Kya tumhe bhi aisa kabhi kabhi lagta hain

Ye saara sama jo iss pal hain
Ise pehale bhi dekha hain

Ye rasta aur ye aur raste mein pedo ke saaye
Jaane kyun lagta hain
Pehale hum yahan kabhi hain aaye
Uss din bhi yun hi pyaar bhari
Tumne ik baat kahin thi
Uss din bhi yunhi pagali hawa
Mere aanchal se uljhi thii
Pehale bhi huaa hain kabhi yahan
Jo iss pal hota hain
Kya tumhe bhi aisa kabhi kabhi lagta hain
Haan mujhe bhi aisa kabhi kabhi lagta hain
Ye saara sama jo iss pal hain
Ise pehale bhi dekha hain
Haan mujhe bhi aisa kabhi kabhi lagta hain
Haan mujhe bhi aisa kabhi kabhi lagta hain
Jub pehali baar nigahe mili thi
Tum se inn raahon mein
Mujhko thaa laga pehale bhi kabhi
Main dubaa hoon in aankhon mein
Kyaa tumse kahun iss baat pe hain
Mujhko kitani hairaani
Kyun pehali baar lagi thi tum
Mujhko jaani pehchaani
Ye khaab nahi ye sach bhi nahi
Kyaa jaane ye kyaa hain