Khamoshi Khud Apni Sada Ho 歌詞
Khamoshi Khud Apni Sada Ho - Jagjit Singh
Khamoshi khud apni sada ho aisa bhi ho sakta hai

sannata hee goonj raha ho aisa bhi ho sakta hai

mera maaji mujh se bichad kar kya jaane kis haal mein hai

meri tarah wo bhi tanha ho
meri tarah wo bhi tanha ho
aisa bhi ho sakta hai
meri tarah wo bhi tanha ho aisa bhi ho sakta hai
sehra sehra kab tak main dhoondoon ulfat ka ek aalam

aalam aalam ik sehraa ho
aalam aalam ik sehraa ho
aisa bhi ho sakta hai
aehle toofaan sonch rahe hain saahil dooba jaata hai

khud unka dil doob raha ho