收聽Udit Narayan的Tip Tip Barsa Paani (From "Mohra")歌詞歌曲

Tip Tip Barsa Paani (From "Mohra")

Udit Narayan, Alka Yagnik2016年4月25日

Tip Tip Barsa Paani (From "Mohra") 歌詞

Tip Tip Barsa Paani (From "Mohra") - Udit Narayan/Alka Yagnik

Written by:Anand Bakshi/Viju Shah

Tip tip barsa paani

Tip tip barsa paani

Paani ne aag lagayi

Aag lagi dil mein to

Dil ko teri yaad aayi

Teri yaad aayi to

Jal utha mera bheega badan

Ab tum hi batao sajan

Main kya karoon

Na na na na na na na

Naam tera mere labon pe aaya tha

Ho naam tera mere labon pe aaya tha

O maine bahane se tumhein bulaya tha

Jhoom kar aa gaya sawan

Main kya karoon

Tip tip barsa paani

Paani ne aag lagayi

Aag lagi dil mein to

Dil ko teri yaad aayi

Teri yaad aayi to

Jal utha mera bheega badan

Ab tum hi batao sajan

Main kya karoon

Du du du du du du

Dooba dariya mein khada main saahil par

Ho dooba dariya mein khada main saahil par

Tu bijli bankar giri mere dil par

Chali aisi yeh pagal pawan

Main kya karoon

Tip tip barsa paani

Paani ne aag lagayi

Aag lagi dil mein to

Dil ko teri yaad aayi

Teri yaad aayi to

Chha gaya mujhpe deewanapan

Mere bas mein nahi mera mann

 

Main kya karoon