Yeh Vaada Raha 歌詞
Yeh Vaada Raha (葉子) - Kishore Kumar (基肖爾·庫馬爾)/Asha Bhosle (Asha Bhosle)
Written by:Rahul Dev Burman/Gulshan Bawra
Tu
Tu hai vohi
Dil ne jisse
Apna kaha
Tu hai jahan
Main hoon vahan
Ab to yeh jeena
Tere bin hai saza
O mil jaaye is tarah
Do lehre jis tarah
O mil jaaye is tarah
Do lehre jis tarah
Phir ho na judaa haan yeh vaada raha
Main aawaaz hoon to
Tu hai geet mera
Main aawaaz hoon to
Tu hai geet mera
Jahan se niraala
Manmeet mera
Mil jaaye is tarah
Do lehre jis tarah
O mil jaaye is tarah
Do lehre jis tarah
Phir ho na judaa
Haan yeh
Vaada raha
Tu
Tu hai vohi
Dil ne jisse
Apna kaha
Tu hai jahan
Main hoon vahan
Ab to yeh jeena
Tere bin hai saza
Kisi mod pe bhi na
Yeh saath toote
Mere haath se tera
Daaman na chhoote
Kabhi khwaab mein bhi tu
Mujhse na roothe
Mere pyaar ki koi
Khushiyaan na loote
Mil jaaye is tarah
Do lehre jis tarah
O mil jaaye is tarah
Do lehre jis tarah
Phir ho na judaa
Haan yeh vaada raha
Tu
Tu hai vohi
Dilne jisse
Apna kaha
Tu hai jahan
Main hoon vahan
Ab to yeh jeena
Tere bin hai saza
Tujhe main jahan ki
Nazar se chura loon
Kahin dil ke kone mein tujhko chhupa loon
Kabhi zindagi mein
Pade mushkilein to
Mujhe tu sambha le
Tujhe main sambha loon
O mil jaaye is tarah
Do lehre jis tarah
O mil jaaye is tarah
Do lehre jis tarah
Phir ho na judaa
Haan yeh vaada raha
Tu
Tu hai vohi
Dil ne jisse
Apna kaha
Tu hai jahan
Main hoon vahan
Ab to yeh jeena
Tere bin hai saza
Phir ho na judaa
Haan yeh vaada raha
Yeh vaada raha
相關歌曲
Ladka Yeh Kehta Hai (From "Main Prem Ki Diwani Hoon")
KKWoh Ladki Jo (From "Baadshah")
AbhijeetRock N Roll Soniye (From "Kabhi Alvida Naa Kehna")
Shankar Ehsaan LoyDil Ne Yeh Kaha Hain Dil Se (From "Dhadkan")
Sonu Nigam- Shaan
Nikamma Kiya Is Dil Ne (Version, 2)
Himesh Reshammiya- Alka Yagnik
Aksar Is Duniya Mein (From "Dhadkan") (Single Version)
Alka Yagnik