Aye Manya (Remix by Mayur Sahani) 歌詞
Aye manya
Aye manya manya sun na re
Aye manya manya sunn
Bhai bole bole bole toh pine ka
Bhai bole bole bole toh sala jine ka
Aye manya manya sun na re
Aye manya manya sun
Suni suni kali raaton ko rangin banate chalein
Har zakhm ko hum to dhuyein mein udaate chalein
Tedhi medhi saari rahon ko apna banaate chalein
Banate chalein har gham ko gale se
Hum to laga ke chalein
Doobey hi rahen fikar nasha peene ka
Arre bhai bole bole bole toh sala peene ka
Aye manya manya sun na re
Aye manya manya sun
Jaane kaun se mod pe chhoote shehar apne
Lagi neend mein thokar toot gaye sapne
Nashe mein ghul raha hai dard yeh seene ka
Hey bhai bole bole bole to sala peene ka
Aye Manya Manya sun na re
Aye Manya Manya sun
Bole bhai bole bole bole to peene ka
Hey ra pa pa pa
Bhai bole bole bole to sala jeene ka
Sala jeene ka
Sala jeene ka
Aye Manya (From "Shootout At Wadala") - Adnan Sami