Baarish Aayi Hai 歌詞
Baarish Aayi Hai - Javed-Mohsin/Stebin Ben/Shreya Ghoshal
Lyrics by:Kunaal Vermaa
Composed by:Javed-Mohsin
Produced by:Jackie Vanjari
Dekha tumko jabbse
Tumpe pyarr aa gaya
Jitni baar dekha
Utni baar aa gaya
Dekha tumko jabbse
Tumpe pyarr aa gaya
Jitni baar dekha
Utni baar aa gaya
Ke tere sangg beet jaaye
Meri zindagi sarri
Jaise judi hoo
Saansoon se hawaayeinn
Boondeinn barsaayi hain rabb ne
Ya chahat barsaayi hain
Pehli baar huyi ho jaise
Aisi baarish aayi hain
Mere bhi dil ki galliyoon mein
Aaj mohabbat aayi hain
Pehli baar huyi ho jaise
Aisi baarish aayi hai
Wooo
Wooo
Umarr bharr wafaayein hongi
Bekhatam duaayein hongi
Baas wahin nigaahein hongi
Tu dikhe mujhe jahan
Jo mile vo qismat hogi
Na kabhi shikayat hogi
Jabb meri zarurat hogi
Main bhi huu wahan
Jashan ye ishq ka
Dikhado aasmaanon ko
Mere chaand ki hain
Mujhse muhh dikhaayi
Sheher sajado yaaron
Mehfil mein khud jannat aayi hain
Pehli baar huyi ho jaise
Aisi baarish aayi hai
Boondeinn barsaayi hain rabb ne
Ya chahat barsaayi hain
Pehli baar huyi ho jaise
Aisi baarish aayi hai
Wooo
Wooo
Aisi baarish aayi hai
yeaayy mas Stebin & mbak Shreya duet lagiii 😍