
Alvida (From "Dasvidaniya") 歌詞
Alvida - Kailash Kher/Shilpa Rao
Jag suna suna thehara thehara sa
Mera sapna apana gehara gehara sa
Jag suna suna thehara thehara sa
Mera sapna apana gehara gehara sa
Sare sehar ki jagmag
Ke bhitar hai andhera
Har muskaan ke pichhe
Chupa huwa ghum ka chehra
Yahi hai sach to harpal ko jee
Lu main jee bhar ke
Aur hans hans ke yeh keh du
Dukho ke patthar se
Alvida alvida alvida alvida
Koi waqt ke aage hara hara sa
Koi pyaar mein firta mara mara sa
Dil ke rishto mein kyon
Dard hamesha milata hai
Aur kyon kaanton par hi
Phul sukho ka khilata hai
Yahi hai sach toh main
Iss sach ko hi apnaunga
Mar bhi jaunga toh main
Pyaar amar kar jaaunga
Alvida alvida alvida alvida
Alvida alvida alvida alvida
Jindagi na mil ajnabi banke
Jindagi na mil ajnabi banke
Bandagi shamil har duwa banke
Bandagi shamil har duwa banke
Jindagi na mil ajnabi banke
Bandagi shamil har duwa banke