Sawariya Tera 歌詞
Sawariya Tera - Tanishk Bagchi
Lyrics by:Irshad Kamil
Composed by:Tanishk Bagchi
Produced by:Tanishk Bagchi/Ganesh Waghela
Jatt patt aaj sheene lagg jaa Gujariya
Ruk ruk pyaar waale barshe badariya
Ek pal nain mile
Ek pal chain mile
Ghar dhar chhod aaja dil ki aatariya
Phoolon waali car leke aaunga ji mein
Shaadi waali suite me le jaunga ji mein
Charcha mein chachi ke chaubaare
Rangeele hain nazaare
Naya hai jo nazariya tera
Ab na kisi ko koi shanka
Baja hai aisa danka
Main pyaasa tu hai dariya mera
Naachegi saari yeh nagariya
Khushi ki hai khabariya
Banunga main saanwariya tera
Naachegi saari yeh nagariya
Khushi ki hai khabariya
Banunga main saanwariya tera
Jatt patt aaj sheene lagg jaa Gujariya
Ruk ruk pyaar waale barshe badariya
Ek pal nain mile
Ek pal chain mile
Ghar dhar chhod aaja dil ki aatariya
Jo bhi humne socha vichaara
Poora hoga saara
Jaisa koi joda nahi hai
Waisa jod hamaara
Ab dard mita
Ik rog hata
Ik fikar ghata mera
Jo sakht laga
Ik lakht laga
Woh waqt kata mera
Mera
Naachegi saari yeh nagariya
Khushi ki hai khabariya
Banunga main saanwariya tera
Naachegi saari yeh nagariya
Khushi ki hai khabariya
Banunga main saanwariya tera
O jagmag jagmag jyoti jaisa chhora
Chaandi ka katora
Hua ri bannno tohara hua
O jagmag jagmag jyoti jaisi chhori
Chaandi ka katori
Hui re banne tohari hui