收聽Ritika Sahni And Varsha Sheth的In Ankhon Ki Masti歌詞歌曲

In Ankhon Ki Masti

Ritika Sahni And Varsha Sheth, Pallavi Kelkar, Charu, V.I.V.E.K2003年6月9日

In Ankhon Ki Masti 歌詞

In aankhon ki masti ke

Aah aah aah aah

In aankhon ki masti ke mastaane

Hazaaron hain

Mastaane hazaaron hain

In aankhon se vaabasta

In aankhon se vaabasta

Afsaane hazaaron hain

Afsaane hazaaron hain

In aankhon ki masti ke

Ek tum hi nahin tanha aah aah

Ek tum hi nahin tanha ulfat mein meri rusva

Ulfat mein meri rusva

Is shaher mein tum jaise

Is shaher mein tum jaise

Deewaane hazaaron hain

Deewaane hazaaron hain

In aankhon ki masti ke mastaane hazaaron hain

In aankhon ki masti ke

Ek sirf humi mai ko ek sirf humi

Ek sirf humi mai ko aankhon se pilaate hain

Aankhon se pilaate hain

Kehne ko to duniya mein

Kehne ko to duniya mein

Maikhaane hazaaron hain

Maikhaane hazaaron hain

In aankhon ki masti ke mastaane hazaaron hain

In aankhon ki masti ke

Is shammefaroza ko aah aah

Is shammefaroza ko aandhi

Se darraate ho

Aandhi se darraate ho

Is shammefaroza ke

Is shammefaroza ke

Parvaane hazaaron hain

Parvaane hazaaron hain

In aankhon ki masti ke mastaane hazaaron hain

In aankhon se vaabasta

Afsaane hazaaron hain

Afsaane hazaaron hain

 

In aankhon ki masti ke