Dil Tu Hi Bataa (Remix) 歌詞
Dil Tu Hi Bataa (Remix) - Zubeen Garg/Alisha Chinai
Dil tu hi bata
Kahan tha chhupa
Kyun aaj suni teri
Dhadkan pehli baar
Dil tu hi bata
Kahan tha chhupa
Kyun aaj suni teri
Dhadkan pehli baar
Haan dil ne mere
Sun li tere dil ki pukaar
Dil tu hi bata
Kahan tha chhupa
Kyun aaj suni teri
Dhadkan pehli baar
Duniya jhoothi lagti hai
Sapna sachcha lagta hai
Chhup ke teri baahon mein
Sab kuch achcha lagta hai
Yeh aisi hawa aisi laher
Jis mein saare beh jaate hain yahaan
Beh gayi main
Keh gayi main
Jo bhi mujhe kehna tha
Beh gayi main haan
Keh gayi main dil mein mere
Jo bhi mujhey kehna tha
Sun li tere dil ki pukaar
Baahon mein falak hota hai
Jannat yeh zameen lagti hai
Kya pyaar mein ye hota hai
Har cheez haseen lagti hai
Dil khona hi tha
Hona hi tha
Iss dil pe kisi ka bas hi kab chala
Chali main chali
Ha' pyaar ki gali
Leke wafa ki sadaaye
Chali main chali haan
Pyaar ki gali dil ne mere
Leke wafa ki sadaaye
Sun li tere dil ki pukaar

