收聽Anwar Rafi的Babul Ki Duayen Leti Ja (Instrumental)歌詞歌曲

Babul Ki Duayen Leti Ja (Instrumental)

Anwar Rafi, Mohamed Yousaf, Shabnam Majid1994年1月1日

Babul Ki Duayen Leti Ja (Instrumental) 歌詞

Babul Ki Duayen Leti Ja - Anwar Rafi/Shabnum Majid/Mohamed Yousaf

Babul ki duaayein leti jaa

 

Jaa tujhko sukhi sansaar mile

 

Maike ki kabhi na yaad aaye

 

Sasuraal mein itna pyaar mile

 

Babul ki duaayein leti jaa

 

Jaa tujhko sukhi sansaar mile

 

Maike ki kabhi na yaad aaye

 

Sasuraal mein itna pyaar mile

 

Naazon se tujhe paala maine

 

Kaliyon ki tarah phoolon ki tarah

 

Bachpan mein jhulaaya hai tujhko

 

Baahon ne meri jhoolon ki tarah

 

Mere baagh ki ae naazook daali

 

Tujhe harpal nayi bahaar mile

 

Maike ki kabhi na yaad aaye

 

Sasuraal mein itna pyaar mile

 

Jis ghar se bandhe hain bhaag tere

 

Us ghar mein sadaa tera raag rahe

 

Honton pe hansi ki dhoop khile

 

Maathe pe khushi ka daag rahe

 

Kabhi jiski jyot na ho pheeki

 

Tujhe aisa roop singaar mile

 

Maike ki kabhi na yaad aaye

 

Sasuraal mein itna pyaar mile

 

Beete tere jeevan ki ghadiyaan

 

Aaraam ki thandi chhaon mein

 

Kaanta bhi na chhubne paaye kabhi

 

Meri laadli tere paaon mein

 

Us baar se bhi dukh door rahe

 

Jis baar se tera baar mile

 

Babul ki duaayein leti jaa

 

Jaa tujhko sukhi sansaar mile

 

Maike ki kabhi na yaad aaye

 

Sasuraal mein itna pyaar mile

 

Babul ki duaayein leti jaa

 

 

Jaa tujhko sukhi sansaar mile