Aa Bhi Ja Aa Bhi Ja (From "Sur|The Melody Of Life|") 歌詞
Aa Bhi Ja Aa Bhi Ja (From "Sur|The Melody Of Life|") - Lucky Ali/Sunidhi Chauhan
Written by:M.M. Kareem/Nida Fazli
Aa bhi jaa aa bhi jaa ae subaah aa bhi jaa

Raat ko kar vida dilruba aa bhi jaa

Mere mere dil ke paagalpan ki oh seema kya hai
Yun to tu hai meri chhaaya tujh mein ho tera kya hai
Main hoon gagan tu hai zameen adhoori si mere bina
Raat ko kar vida dilruba aa bhi jaa
Aa bhi jaa aa bhi jaa ae subaah aa bhi jaa
Aa bhi jaa aa bhi jaa ae subaah aa bhi jaa
Dekhoon chaahe jisko kuch kuch tujhsa dikhta kyoon hai
Jaanoon jaanoon na main tera mera rishta kyoon hai
Kaise kahoon kitna bechain hai dil mera tere bina