收聽Shreya Ghoshal的Suna Suna (From "Krishna Cottage")歌詞歌曲

Suna Suna (From "Krishna Cottage")

Shreya Ghoshal, Pamela Jain2013年8月16日

Suna Suna (From "Krishna Cottage") 歌詞

Suna Suna - Shreya Ghoshal/Shweta Pandit

Soona soona lamha lamha

Meri rahein tanha tanha

Aakar mujhe tum tham lo

Manzil teri dekhe rasta

Mud ke zara ab dekh lo

Aisa milan phir ho na ho

Sab kuch mera tum hi to ho

Bapanah pyaar hai aaja

Tera intezaar hai aaja

O bapanah pyaar hai aaja

Tera intezaar hai aaja

Soona soona lamha lamha

Meri rahein tanha tanha

A-a-a-a a-a-a-a

A-a-a-a a-a-a-a

Bichhde bhi ham jo

Kabhi raston main

To sang sang rahungi sada

Kadmon ki aawaaz sun ke chalungi

Tumhe dhoond loongi sada

Bhooli mohabbat ki yeh khushbuye hain

Hawaon main phaili hui

Chhu kar mujhe aaj mahsoon kar lo

Vo yadein meri unchhui

Aisa milan phir ho na ho

Sab kuch mera tum hi to ho

Bapanah pyaar hai aaja

Tera intezaar hai aaja

O bapanah pyaar hai aaja

Tera intezaar hai aaja

Soona soona lamha lamha

Meri rahein tanha tanha

Aaa Aaa

Vadon ke dhagon main

Hum tum bandhe hain

Zara dor tum tham lo

Bahon main aise pighal jane do mujhko

Aise mera naam lo

Main vo shama

Hoon jo roshan tumhe karke

Khud to pighal jaungi

Subah ka sooraj tumhare liye hai

Main hoon raat dhal jaungi

Aisa milan phir ho na ho

Sab kuch mera tum hi to ho

Bapanah pyaar hai aaja

Tera intezaar hai aaja

O bapanah pyaar hai aaja

Tera intezaar hai aaja

Soona soona lamha lamha

Meri rahein tanha tanha

Mud ke zara ab dekh lo

Aisa milan phir ho na ho

Sab kuch mera tum hi to ho

Bapanah pyaar hai aaja

Tera intezaar hai aaja

O bapanah pyaar hai aaja

Tera intezaar hai aaja

Soona soona lamha lamha

 

Meri rahein tanha tanha