收聽Mohammed Rafi的Hum Ko Tumhare歌詞歌曲

Hum Ko Tumhare

Mohammed Rafi2023年5月2日

Hum Ko Tumhare 歌詞

Hum Ko Tumhare - Mohammed Rafi (默罕默德·拉斐)

Written by:Shevan Rizvi/O. P. Nayyar

Hamko tumhare ishq ne

Kya kya bana diya

Jab kuchh na ban sake

To tamasha bana diya

Hamko tumhare ishq ne

Kya kya bana diya

Dil ki lagi ne kar diya

Donon ko beqarar

Dohra ke dastan e

Mohabbat phir ek bar

Majnoon hamen aur

Aapko laila bana diya

Jab kuchh na ban sake

To tamasha bana diya

Nikle teri talash mein

Aur khud hi kho gaye

Kuchh ban padi na hamse

To deevane ho gaye

Deevangi mein phir tera

Koocha dikha diya

Jab kuchh na ban sake

To tamasha bana diya

Jalvon ki bheekh

Phenkne wale ki khair ho

Parda hatake dekhne

Wale ki khair ho

Ban ke bhikhari ishq

Ne daman bichha diya

Jab kuchh na ban sake

To tamasha bana diya

Hamko tumhare ishq ne

 

Kya kya bana diya