收聽Rahat Fateh Ali Khan的Kisi Roz Milo歌詞歌曲

Kisi Roz Milo

Rahat Fateh Ali Khan2015年4月9日

Kisi Roz Milo 歌詞

Kisi Roz Milo - Rahat Fateh Ali Khan

Kisi rooz milo hum mein shaam dhalay

 

Sun to loo meri jaan

Dharkanoon mein chuppa rakhay hain jo gilay

Kisi rooz milo hum mein shaam dhalay

Sun to loo meri jaan

 

Dharkanoon mein chuppa rakhay hain jo gilay

Kisi rooz milo hum mein shaam dhalay

 

Tum ko dekhay huway beetay kitnay zamanay

 

Abb banao gay tum aur kitnay bahanay

 

Is aag mein sanam jalo tum bhi kabhi

Kyun is mein jalain hum hi

 

Is aag mein sanam jalo tum bhi kabhi

Kyun is mein jalain hum hi

 

Tum nay hai seekha humain tarpana

Ik baichain dil ko satana

Kisi rooz milo hum mein shaam dhalay

 

Sun to loo meri jaan

Dharkanoon mein chuppa rakhay hain jo gilay

Kisi rooz milo hum mein shaam dhalay

 

Tanha tat ti nahin bheigi sawan ki ratein

 

Raat bhar hum karain chand taroon say batain

 

Kabhi aao tumhain qasam mausam ki

Jalti huwi si rim jhim ki

 

Kabhi aao tumhain qasam mausam ki

Jalti huwi si rim jhim ki

Jaan ko dalayay sama yeh suhana

Yaad aata hai guzra zamana

 

Kisi rooz milo hum mein shaam dhalay

Sun to roo meri jaan

Dharkanoon mein chuppa rakhay hain jo gilay

Kisi rooz milo hum mein shaam dhalay

 

Abb to puray karo woh mohabbat kay waday

 

Kachay dhagay hi thay kya tumharay iraday

 

In rahoon mein wafa ki chalo tum bhi kabhi

Kyun tanha chalain hum hi

 

In rahoon mein wafa ki chalo tum bhi kabhi

Kyun tanha chalain hum hi

Tum ko hai aata wafain thukrana

Hum to aata hai mar kay nibhana

Kisi rooz milo hum mein shaam dhalay

Sun to loo meri jaan

 

Dharkanoon mein chuppa rakhay hain jo gilay

Kisi rooz milo hum mein shaam dhalay

Sun to loo meri jaan

 

Dharkanoon mein chuppa rakhay hain jo gilay

 

Kisi rooz milo hum mein shaam dhalay