Pyar Bhari Chhaya 歌詞
Pyar Bhari Chhaya - Alka Yagnik/Manhar Udhas
Written by:Kalyanji Anandji
Pyar bhari chhaya mein beeta
Mera ek ek pal
Pyar bhari chhaya mein beeta
Mera ek ek pal
Apna rishta itna pawan
Jaise ganga jal
Yeh rishta na tute
Yeh rishta na tute
Yeh rishta na tute
Tune janam diya na phir bhi
Diya hai kitna pyar
Diya hai kitna pyar
Raah dikhakar tune mera
Jiwan diya sawar
Jiwan diya sawar
In charno mein reh kar meine
Tirath kiye hazaar
Yeh rishta na tute
Yeh rishta na tute
Yeh rishta na tute
Pyar bhari chhaya mein beeta
Mera ek ek pal
Mere man ke mandir mein hai
Murat ek mahan
Murat ek mahan
Tum hi mere mat pita aur
Tum hi ho bhagwan
Tum hi ho bhagwan
Jiwan tum par kar du arpan
Mile yahi wardan
Yeh rishta na tute
Yeh rishta na tute
Yeh rishta na tute
Pyar bhari chhaya mein beeta
Mera ek ek pal
Apna rishta itna pawan
Jaise ganga jal
Yeh rishta na tute
Yeh rishta na tute
Yeh rishta na tute