收聽Adnan Sami的Noor E Khuda (From "My Name Is Khan")歌詞歌曲

Noor E Khuda (From "My Name Is Khan")

Adnan Sami2010年8月27日

Noor E Khuda (From "My Name Is Khan") 歌詞

Noor E Khuda - Adnan Sami (阿德南·薩米)

Noor e khuda noor e khuda

 

Ajnabi mod hai khwab har ore hai

 

Har nazar pe dhua cha gaya

 

Pal bhar mein jaane kya kho gaya

 

Aasman sard hai aanhein bhi sard hai

 

Kab se saya juda ho gaya

 

Pal bhar mein jaane kya kho gaya

Saans ruk si gayi jism chil sa gaya

 

Tutey khwabon ke manzar pe tera jahaan chal diya

 

Noor e khuda noor e khuda

Tu kahan chupa hai hume ye bataa

 

Noor e khuda noor e khuda

Yun na humse nazarein phira

Noor e khuda noor e khuda

Tu kahan chupa hai hume ye bataa

 

Noor e khuda noor e khuda

Yun na humse nazarein phira

Noor e khuda bekhuda

 

Hoo nazarein karam pharmai de

 

Oo deen o dharam ko jagai hi de

 

Oo jalti huyi tanhaiyan ruthi huyi parchahiyan

 

Kaise udhi ye hawa chaya se kaisa samaa

 

Hmmm rooh jum si gayi waqt tham sa gaya

 

Tutey khwabon ke manzar pe tera jahaan chal diya

 

Noor e khuda noor e khuda

 

Tu kahan chupa hai hume ye bataa

 

Noor e khuda noor e khuda

 

Yun na humse nazarein phira

Noor e khuda

 

Aaa ga ma pa ni sa

 

Guzare se lamho ko aas teri

Zakhmi dilo tu hai pyaas teri

Har dhadkan ko talaash teri

Tera milta nahin hai ptaa

 

Khali aankhein khud se sawal karein

 

Thumne ki cheez behaal kare

 

Behta lahu fariaad karein

Tera mitt ta chala hai nishaan

 

Rooh jum si gayi waqt tham sa gaya

Tutey khwabon ke manzar pe tera jahaan chal diya

 

Noor e khuda noor e khuda

Tu kahan chupa hai hume ye bataa

 

Noor e khuda noor e khuda

Yun na humse nazarein phira

 

Noor e khuda noor e khuda

 

Aaj kal tu kahan hai ye bataa

 

Noor e khuda noor e khuda

 

Aaj kal tu kahan hai ye bataa

 

Noor e khuda noor e khuda

 

Aaj kal tu kahan hai ye bataa

 

Noor e khuda noor e khuda

 

Aaj kal tu kahan hai ye bataa

Noor e khuda noor e khuda

 

Kya ye sach hai ke tu hai humse khafa

 

Noor e khuda