收聽Zubeen Garg的Pakeeza歌詞歌曲

Pakeeza

Zubeen Garg2013年10月31日

Pakeeza 歌詞

Pakeeza - Zubeen Garg

Thandi yaad hai yaa thandi hawa

Tujhko chhune ki hai aarzoo

Tu baheki aash hai dil ke aaspaas hai

Khamoshi mein aaj kehdoo

Tu dil se tham le chahat ko zaara

Pakeeza tujh pe dil hai fidda

Jism se rooh tak tera hi suroor

Tu hi rangat maheki fizza

Pakeeza pakeeza sun dil ki sadda

Pakeeza pakeeza na hona juda

Pakeeza pakeeza sun dil ki sadda

Pakeeza pakeeza na hona juda

Tu hai zindagi tu hai bandagi

Tu mera sukoon tu tu awargi

Tu kasish jeene ki tu hi tashnagi

Tuhi bekhudi meri tujh mein saadgi

Tu dil se tham le chahat ko zaara

Pakeeza tujh pe dil hai fidda

Jism se rooh tak tera hi suroor

Tu hi rangat maheki fizza

Pakeeza pakeeza sun dil ki sadda

Pakeeza pakeeza na hona juda

Pakeeza pakeeza sun dil ki sadda

Pakeeza pakeeza na hona juda

Kyaa kahu tujhe noor ya koi pari

Hoke rubaroo kahena chahu aafari

Rangeeni ye husn ka tu nishal hai

Aur kya kahu tu bemisaal hai

Tu dil se tham le chahat ko zaara

Pakeeza tujh pe dil hai fidda

Jism se rooh tak tera hi suroor

Tu hi rangat maheki fizza

Pakeeza pakeeza sun dil ki sadda

Pakeeza pakeeza na hona juda

Pakeeza pakeeza sun dil ki sadda

Pakeeza pakeeza na hona juda

Pakeeza pakeeza sun dil ki sadda

Pakeeza pakeeza na hona juda

Pakeeza pakeeza sun dil ki sadda

 

Pakeeza pakeeza na hona juda